RES...
This was one of the best updates of this ff starting hi itna dreamy tha Maan aur Geet ek saath ek dusare ki baho mein
Kaash har din aaj jaisa ho toh inn palko ko sapne sajane ki jarurat nahi hogi
Kaash har aalam tumhari baho mein guzre toh Rab k darbaar meri koi farmaish nahi hogi
Tumhare daaman mein rekhar sadiyan beeth jaaye hume yakeen hai khushkismati ye humari hogi
Second highlight of this part was the Spare key
Aaj iss taufe ko Kabul karke meri zindagi mein apni mehek bheker doh
Apna haq jatakar mujhe apne zulfo k saaye mein kaid kar lo
Apne kadmo ki chap mere ghar mein sajakar meri veeran zindagi ko apne pyar se roshan kar doh
Ye key kafi important part tha which showed the significance that Geet holds in Maan's life
Phir Geet ka apne ghar aana Maan ka ghar uska ghar hi toh hua then those pics and the lovely lines written on them hai main marjaawa koi bhi ladki 7ve aasman mein udne lagegi
Aur phir maaneet ka pyara sa khana was so sweet
Another highlight was when maan teases geet that he was dreaming abt a girl
Maaneet ka hug aur tumhari pyari si poem was like a cherry on top of the cake
Outstanding update loved it muahh
awww... Piya di... u made me reach the 9th cloud sach me... love you so so so much...
m sooo happy ki aapko ye update itna acha laga ki aapke anday ka beautiful shayar bhi jaag gya... hehehhe...
sachhi Piya di... aapki shayari pe to mai fida hun... har 1 line... it ws juz WOW...
love you Piya di... muuuaaahhh...
703