RES
-------EDITED------
one of the bestest updates that u have given
every emotion was depicted beautifully by u
Geet and Maan r happy but this happiness is shortlived...
But the most striking part which actually made me cry was geet's confession
"Issine mujhe ehsaas dilaya k kisiko meri zarurat hai"... this one statement clearly portrayed her lonliness... the way everyone directly or indirectly made her realize that she was unwanted...
uff mere dil k hazar tukde ho gaye the iss dialogue ko padkar
Ok a poem from my side (Geet is narrating this for her baby)
"Humhara hona ya na hona kabhi koi mayne nahi rakhta tha
Humare bagair bhi ye duniya chalthi thi
Hum laakh rothe the par inn aasuyon ko pochnewala koi na hotha tha
Humari zindagi ek battar mazak bankar reh gayithi...
Shayad hum yuhi puri zindagi ghut ghut kar kaat lethe agar tum humari zindagi mein na aate
Ek tumhi toh ho jisne mujhe ye ehsaas dilaya k mujhe bhi muskurane ka haqh hai...apni zindagi apne tarreke se jeene ka haqh hai
Tumhi toh ho jisne iss bejaan si laash ko dhadkano ki aahat sunai..tumhi toh ho jisne mujhe jeene ka maksad diya
Duniya ne tukhradiya tha hume bus ek tumhi toh ho jisne baahe failaakar hume apne aaghosh mein liya
Kitni khush thi main tumhe paakar magar koi mujhe tumse cheen lena chahtha hai...
Kya do pal ki bhi khushi meri kismat mein nahi thi jo mujhe tumse judaa karne ki sajhsh rachi jaa rahi hai
Nahi...ab chahe duniya k khilaf hi kyun na khadna pade main wo zarur karungi par tumse judaa hokar ab main jee nahi sakungi"
maan when will u realize that u love her hiding ur emotions will b of no good...
continue soon
love-Piya
m speechless sweetheart... i can't thank u much for this yaar!!!!
m truly mesmerised and overwhelmed by ur BEAUTIFUL poem...
luv u sweety
708