CGM FF: Ehsaas...Kuchh Naya Sa (complete) - Page 17

Created

Last reply

Replies

934

Views

139.3k

Users

61

Likes

1.4k

Frequent Posters

RoseFairy thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
thanks polly...but yar is last line k bare mein to maine socha hi nhi😆
indupriya2008 thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 14 years ago

Description part is too nice n romantic. It just seem that all is going on before our eyes. 👏

Dhara : uttar kyu nhi de rahe ho??bol nhi sakte ya hamari vasha samajhne mein asamarth ho...ya fir koi van se aya hua vanvasi ho??? 🤣

Vanvasi baloon mein phsa 😆


Chandu : main chahe jo bhi hun...parantu tum kya ho kanya ya tufan ??🤣

Khoobsurat toofan 😆

Chandu : han ek baht bada tufani jhanjha...jiske samaksh mein jo ai uska antim samay a jaye...🤣
Kya dialouge hai 👏
bakyalap,asthi tut jaye, 🤣 🤣 🤣 🤣
Chandu or Dhara ki cute fight its too nice 👏

This tym u hve used new words of hindi...gr8

Jab-Jab aapki kahani padthi hoon toh kuch der ke liye aisa lagta hai jaise sapna dekh rahi hun. 👏
trishnaultimate thumbnail
Posted: 14 years ago
thnks a lot..
"bada tufani jhanjha"!! m imagining both of their expressions whn he says so..
😆😆😆😆😆
RoseFairy thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago

Originally posted by: indupriya2008



Jab-Jab aapki kahani padthi hoon toh kuch der ke liye aisa lagta hai jaise sapna dekh rahi hun. 👏



thanks indu dear...its my pleasure..if anyone's writing becomes realistic to reader's it becomes the biggest achievement of d writer...


trisha thanks for your comment...
Manipadma thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
sabse pahle to i looov the pic of chandraa... Wowww itne achhe pics laati kaha se ho yaar... Chandu is lukin so dashing n handsom...n dhara ..she is so beautiful...
...ooommaaa kyaa gusssaaa 😛 ...chanduu bhi na sach me pagal hai itni sundar ladki ko tufaan bola..aur dasi bhi 😆...hehehe...chandu to abhi se dhara se kitna darta hai...bhag gaya bechara... 😆 ...koi baat nai dhara ab milna milana hota rahenga 😳 agar aruu chahe to bht jald 😉 ...hai na aruu 😛 ...so plzzz update soon 😃
RoseFairy thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
PART-10

...Chandu remembered acharya...with his blessing he managed to escape safely from that mad girl...otherwise don't know what would be happen to him...but he failed to understand why was he feeling so strange with her touch...he used to play with girls as well as boys in pippalivan...even Drakshita is his good friend...sometimes all of them makes fun with her too...but this girl seems different from all...and what a sweet smell he got today...the smell is completely new to him...he thrilled by remembering that moment but failed to understand the cause..

'parantu hum us kanya ke liye itne chinta kyu kr rahe hai...na jane kya samasya hai use dekhne mein to bilkul swasth lagti hai parantu hai sampurn unmad'

he thinks..suddenly he noticed Drakshita walking and he ran to stop her... Drakshita became shocked at first as she couldn't recognize Chandu..because all of his cloths.body and even face were decorated with spots of various colours...Drakshita started laughing...

Drakshita :ohh Chandragupt tumhara ye dasha kisne kiya??aisa pratit ho raha hai jaise vasant k agaman se pehlehi vasant utsav manake aye ho...

Chandu : ye parihas ka samai nahi hai Drakshita..hasya samvaran karo...

Drakshita : Chandragupt tumne to hume vaibhit kr chuke the...yodi main atmaraksha hetu tumhe kat leti to??

Chandu : to acharya ko puno magadh yatra krna padta ek aur Chandragupt k talash mein..parantu uske purv tumhe samshan chor kar ate...

Drakshita : parantu tumhare ye dasha kaise hua??aur tum rajkumari k mahal mein kya kr rahe ho??kya tumhe gyat nahi hai ke idhar purush ka ana mana hai...

Chandu : are to mujhe kaunsa yahan ana tha ??Digvijay ne mujhe kaha ke tum mahal ke andar jaise chahe bhraman sakte ho koi nahi rokega...mujhe kya pata tha ke main andarmahal ke disha mein a jayunga..kisine to roka hi nhi mujhe...aur fir vo kanya...

Drakshita : kanya??kaunsi kanya??kya baat hai Chandu han??

Chandu : pata nahi hogi koi dasi..sampurn unmad...

Drakshita : acha??(with a mischievous smile)
(and suddenly a chaos was sounded)

Chandu : aisa pratit hote hai ke pratiharin mere khoj se isi disha mein a rahe hai...tum shighrata se mujhe yahan se nikalne mein sahayata karo...baad mein jitna man chahe has lena...

Drakshita : avasya Chandragupt...tum sammukh mein jo dwar hai use unmukt karo..ek marg milenge jisse tum rajmahal ke piche wale puskarini mein pohuch jaoge..udhar koi nahi ata...udhar pehle nahake apne purane abastha mein ao..fir uske dusre taraf ke marg pr chalna atithi shala pohuchoge...

Chandu : parantu tum yesab kaise jante ho...

Drakshita : are rajkumari ki sakhi Subhadra ne bataya mujhe...ab shighra karo anyatha tumhare sthan atithigriha mein nahi karagriha mein honge...jao..

Chandu left...and after some moments pratiharin reached there

Pratiharin : kya apne kisi vanvasi balok ko yahan dekha??

Drakshita : vanvasi??nahi to..q kya hua??

Pratiharin : koi anupraveskari rajkumari k mahal mein pravesh kiya..aur rajkumari ke chitra ko nast kr diya...usne rajkumari se uche awaz mein baat krne k bhi duhsahas kiya...rajkumari itne krodhit hai ke vo aswasth mehsus kr rahe hai..Subhadra unki seva mein vyast hai...hume us dust ko kisi bhi haal mein bandi banana hai...

Drakshita (thinking) : kahin vo kanya jiske bare mein Chandragupt bol raha tha vo swayam rajkumari hi to nahi??...hey ishwar raksha karna...

Pratiharin : chup q hai aap??kahiye kya apne kisi ko dekha hai??

Drakshita : nahi maine kisiko nahi dekha...parantu aap kya kar rahe the...andarmahal ke suraksha to aap ke hah o mein hai na..to vo apke hote hue idhar praves kaise kiya??

Pratiharin (feeling ashamed) : vo ek vises atithi ke agaman hetu hum bas unke swagat karne gaye the...

Drakshita : kaunse vises atithi ??

Pratiharin : wahi jinke sath rajkumari ke vivah ka samvabna hai...gandhar naresh Ambhik Kumar...

Drakshita : kya???????????????????????????????


Edited by jhum_86 - 14 years ago
radhikarani thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail Networker 1 Thumbnail
Posted: 14 years ago
🤣 zor ka jhatka! Hey jhum dialog are good.
Historylover thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 14 years ago
wow...this story is getting more n more interesting day by day 👏 ...nice dialogues of cg and drakshita 😛 ...hindi is very nice aru ⭐️ u r improving a lot 😃 and that too fast 😉 keep the gud work up aru 👍🏼...eagerly waiting 4 d next part 😛
peihu thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 14 years ago
@jhum - hindi dialogues are really good..par wo doosri baat hai ki bohot saare wrds mujhe
samajh hi nahi aaye😆 vasant utsav dialogue was vry nice...thank god ambhik kumar
aagaye ...meri jaan me jaan aagayi😆 keep updating dear!
RoseFairy thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail + 3
Posted: 14 years ago
peihu samajh kaise ayega main to bishudh bengali sanskrit se tadvab shabd istemal kia uska hindi pratishabd nhi ata isliye
Edited by jhum_86 - 14 years ago

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".