Thank u everyone for likeing the partđ
I hope I am not boring you with this.
Well as I promised, I will try to post a long part. I hope I live up to your expectationes.
Part 3
Recap: Armaan Ridhima at the terrace, Ridhima says yes to marriage, but she says no to the puchdeni kadha, Armaan shocked.
New part
Armaan: Par Ridhima, abhi to tum ne,... kia woh sab mazak tha. Kia tum mujh se shaadi nahi chahti?
Ridhima interrupted him and said
-Nahi Armaan, aisa bilkul nahi hai. Mein tumhare saath rehna chahti hun. Sab bhula kar, tumhare saath ek nai churuat karna chati hoon. Mein yeh bhi janti hoon ke ye kadha tum oss larki ko dena chate ho, jiske saath tum apni sari zindagi bitana chahte ho. Aur, woh ladki mein hi hon, sab janti hoon main. Par, mein iss laik nahi hon ke yeh kadha pehen sakon
Armaan: Par kion Ridhima?,
Ridhima: Maine tumhara kitna dil dukaya hai. Hamesha tumhe ansoon aur dukh ke liava kuch nahi diya Pehle tumhara samjhne mein itne der kar kar tumhe tarpaya. Phir hamara pehla breakup meri misunderstanding ki wajah se hoa. Phir hum eik saath hoe, meine phirse tum par shak kar kar tumhara dil tora. Ab jab tum wapis aye, toh Sid se shaadi ho chuki thi. Jab se tum wapis aye ho, eik bhi din nahi guzra, jahan tumhe meri wajah se dukh na poncha ho. Batao, kia ab bhi mein iss kadhe ke laik hon?
Armaan: Ridhima, aj kaha hai, ainda mat kehna. Tum mere kia ho. Shaid mein lafzon mein na bata sakon. Tum woh ho jiss ne mujhe zindagi ka eik naya roop dikahaya. Mamma pappa mein misunderstandings mere chote hote se hi ti. Pya mein bilkul wishwaas nahi raha tha. Lagta tha jaise pyar nazdikian nahi, balke doorian barhata hai. Jab tum se mila, to tum ne mujhe pyar karna sikaya, eik behter insaan banaya, zindagi k aeik naya roop dikaya. Aur woh pyar bhi diya, jis pyar ke liye mein bachpan se tarasta aya hon.
Ridhima tum mere liye sab kuch ho, meri jine ka maqsad, mera pyar, meri jaan hot tum.
Tears were flowing down Ridhimas cheek.
Ridhima: Ab bhi itna oyar karte ho mujhse?, itna kuch ho jane ke baad bhi?
Armaan(nodded): Aur hamesha karta rahoon ga. So may I?
Ridhima nodded and forward her hand, so he could put the kadha on her wrist. She rested her head on his chest, and they remaind like that. No one of them wanted to seperate. Suddenly both pagers rang. Ridhima went to duty while, Armaan was asked to meet Shashank in his cabin.
-Abbey, kahin raato raat sasurji ka irada to nahi badal gaya. Hey baghwan, ab to sasurji ka demag silent par rakh d. đ
In the Cabin
Shashank: Aye aye dr. Armaan. Please have a seat. Aur kal meri adwise kam a gay?
Armaan: Jee Sir, thank u. Waise Ridhima to chali gay the mere pohonchne tak, par aap ki madad se, oss ke dil ki baat samajh mein a gay.
Shashank: hmm, aur mujhe aap ke dil ki baat bhi samajh mein a chuki hai.
Armaan: Ji?đ˛
Shashank: Nahi, kuch nahi. Meine aap se kehna tha ke, aap aj humare han sham ko kion nahi a jate. Mein aap se aur Ridhima se kuch bat karna chahta hon, par yahan nahi. To what say?
Armaan: Jee,....kion nahi, mein a jaon ga.
Shahshank: Ok, phir mulaqat hoti hai. Ab aap apni duty resume kar li jiye.
The rest of the day went in duty. Armaan Ridhima were not able to meet each other, so he didnt get to aks what Shashank wanted to talk abou.
At Gupta resistend:(Ridhma has come back now)
The doorbell rang, and Armaan came.
Shahshank: Arre, aie dr. Armaan please. PADMA!!, zara yahan ana
Padma: Arre Armaan beta kaise ho. Jab se wapis ae ho, mile hi nahi.
Armaan: jee, woh bas.
Shashank: Khair, ao betho. Tum se kuch zarori baat karni hai.
Lekin pehle ridhima ko bula lein. Ridhima!!
Ridhima came down, today her face was javing a glow, and her eyes were sparkling. Eeven Anjali came along.
She tok the free seat beside Armaan.
Shahshank: Dekho beta, meij janta hon ke tum dono ke beach itna kuch hoa hai. Lekin mujhe lagta hai ke ab hume beeti baton ko peeche chorna chahye, aur ek nai shuruat karni chahiye.
Armaan Ridhima looked at each other from their side eyes.
Shashank: Dekho beta, tum dono eik dosre se pyar karte ho. Itna hone ke baad bhi bi kudrat ne tumhe milaya hai. Mujhe lagta hai ke hume ab zyada der nahi karni chahiye...., mujhe lagta ke hume jald koi acha sa mohrat nikal ke tumhari shaadi kar deni chahiye.
Armaan Ridhima looked at eavh other fully for the first time.
finally done. I hope it wasnt boring. I will try to update soon. Please hit the like button if you find the part goodđ
Edited by medical - 14 years ago
193