Amazing update!!
What is naintara upto??
Can't wait for the next part!!
Pls cont.soon & thanks for the PM
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 31st July 2025 EDT
MERI MUMMA GEETU 31.7
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai - 1st Aug 2025 EDT
Param Sundari song Pardesiya out now
Kumkum Bhagya New Season | Episode Discussions Thread #5
New Time Slot
🏏India tour of England 2025: 5th Test: Eng vs India- Oval, London🏏
Paravarish
After so long we see Katrina with Vicky
Anupamaa 31 July 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
GEETU & KICHDI 1.8
Chhaava continues to remain the biggest HIT of 2025
Katrina Kaif Pregnancy Rumours
National Awards For Vikrant Massey Rani Mukerji
Jodi name for Mihir-Tulsi
My Box Office Predictions for Son of Sardar 2
Aamir Junaid Ki Nayi Scheme
AR Murugadoss Blames Language Barrier For Sikandar Failure
16 years of Love Aaj Kal
Pageturner Bhidus💫Reading Challenge August 2025
Amazing update!!
What is naintara upto??
Can't wait for the next part!!
Pls cont.soon & thanks for the PM
Part 22
Maan & geet finish selecting all the bridal wear & jewelry for their marriage …
The designers & Jewelers take leave of them ….
Maan – geet ab tho chalo mujhe tumsae kuch jaroori baat karni hain …
Geet 2 herself – "shayad meri gharwalon kae baare main hoga"
Geet – haan chaliyae …
As they were about to leave dadima comes over there …
Dadima – Maan & geet …sab selection ho gayi hain ….ki nahin …
Maan – Jee dadima … hogayi hain …
Dadima – geet ab aap mere saath chaliyae …mujhe aap sae kuch kaam hain …
Geet – Jee …. Abhi …(Geet signalling to maan … asking him 2 do some thing as she wants 2 talk 2 him… & maan is also desperate to talk 2 her …)
Dadima – haan …geet … abhi …
Maan – par dadima …. Mujhe geet sae kuch jaroori kaam hain …
Dadima – Maan …aap ka kaam tho hamesha rehtha hi hain …. Aaj konsi nayi baat hain …. Geet aap chaliyae mere saath …
Geet does not want 2 leave … but is forced to leave with dadima …her eyes are on maan while she is going upstairs with dadima ….
Maan 2 himself" ab main kya karun … mujhe geet sae aaj hi baat karni hain " …. Maan follows dadima & geet ….
Dadima & Geet enter her room ….
Dadima – geet aap idhar rukhuiye mujhe aap ko kuch dikhana hain …
While dadima is checking her closet …. Geet is strolling up & down in dadi's room thinking about what Maan wanted to tell her & Geet is near the door while we see that …. one hand comes from behind & closes geet's mouth & another hand on her wrist(Geet initially tries to free herself from the cluthches of that person … but that touch is not new for her so she stops trying as she knows tht it is maan who is doing this … & Maahi starts playing in the BG …) & thn maan pulls her out & twirls her so tht he comes face 2 face with her …. in this process geet looses her balance …. maan holds her & geet's lips get brushed against maan's cheeks & then her hairs get stuck to 1 of the buttons on maan's shirt …& she holds on to maan & in this process they both get stuck in the curtains in the corridor outside dadima's room & are having their usual eye lock session ….
Dadima in her room – geet suniye tho zara idhar aayiye …
Maan & geet hear that dadima is calling geet … & they are thinking what to do …..
Maan quicky entangles geet hair off his shirt & 2 geet – geet mujhe tumsae bahut jaroori baath karni hain … wo baath hone kae baad dadima sae millae naa … par ab yahan sae chalo …(saying this he holds her hand & is leaving from there with her…)
Geet – par dadima … mujhe awaz dae rahin hain …. Acha nahin lagtha … agar main nahin gayi tho …
Maan is not listening & is walking along with geet – Geet dadima kuch nahin samjhengi …. unko patha chal jaayega ki main tumhe le gaya hun …(dadima comes out of her room finding that geet is missing from her room & sees that maan is holding geet's hand & taking geet downstairs ….)
Dadima 2 herself –"yeh maan bhi naa … sabar tho kartae hi nahin hain … koi baath nahin main geet sae baad main millungi …"
Maan & geet come 2 the garden in the mansion they both are holding hands still & are facing each other now ….
Maan & geet both simultaneously - mujhe kuch kehna hain ….
Maan & geet again simultaneously – teek hain …pehlae tum (aap) kaho…
Maan – teek hain tum pehlae kaho …
Geet – pehlae aap kahiyae … aap mujhsae kya kehna chahthae hain … aisi kya baath hain …jo aap mujhe dadima kae kamrae main sae aisi utaa kae le ke aa gaye hain … baath bahut jaroori hogi … hain …naa …
Maan – haan … wo wo … haan … geet … mujhe tumhae kuch baath kehni hain … meri baaren main … tumhe iss kae baaren main kal bata nahin paaya … par aur daer karna acha nahin hain ….
Geet – kya baath hain ….
Maan – main pehlae aisae nahin tha geet ….
Geet – aap pehlae kaise nahin thae … main samjhi nahin ….
Maan – geet tum mujhe galat nahin samjo ghi naa …
Geet – aap kya baath kar rahen hain …. Main aap ko galat kyun samjun gi …
Maan – geet main bhi tumhae kuch batana chahtha hun … wo baat yeh hain ki … tumsae pehlae meri zindagi main koi tha ….
Geet – koi tha … kaun tha ….
Maan – geet mujhe galat nahin samajh naa …
Geet – main nahin samjungi …. Aap boliyae …
Maan starts his past ….
Maan - main pehlae aisae nahin tha geet …. main bhi sab ki tarah hi rehta tha … hanstha tha gaatha tha muskuraatha tha …. Phir meri zindagi main sameera aayi …
Geet – sameera …
Maan – haan sameera … yeh tab ki baat hain jab main canada main rehtha tha … hum dono canada main ek party main milae thae … pehlae dosti hui … phir mujhe laga tha ki mujhae uss sae pyar hogaya tha …. phir dheere dheere wo apni chaal chal nae lagi aur Uss nae mujhe apnae jaal main iss kadhar ulja liya tha ki main uss par aankh band kar kae vishwaas karnae laga tha … wo mera sab kaam dekhthi thi ussnae mujhe aise bharaosa dilaya ki wo mere bina jee hi nahin sakhthi mujhe bhi aisa hi laga tha …. Phir achanak ek din sameera nae mujhe dhoka dekhae baag gayi … ussane mujhae aisi dhoka diya ki mujhe pata hi nahin chala ki koi Maan Singh Khurana ko bhi dhokaa dae sakhtha hain …. Mere saath bhi wohi hua geet jo tumhare saath hua tha … uss nae mujhsae pyar ka natak kiya sirf mere paise or property kae liyae …. Jitna Meri property wo hathiya sakae uthna wo hathiya kae wo baag gayi ….
Aur uss din kae baad sae main badal gaya tha … mujhae auraton sae nafrat si ho gayi thi …. pyar sae … yaa pyar sae related sab cheeson sae nafrat ho gayi thi … phir main apne aap ko sabsae dur kartha gaya …. Beed main rehkar bhi apnae aap ko akela rakhtha tha …. Hansi, mazak, pyar sabsae dur kar liya tha maine apnae aap ko … mujhe sabsae … yeh duniya sae nafrat ho gayi thi … mujhe bharosae par sae hi bharosa utt gaya tha … main jee tho rahan tha par ek pathar ki tharah jee raha tha … phir tum aayi meri zindagi main …. Bass yehi meri kahani hain … geet ….(maan & geet are still holding their hands ….)
Maan – geet … tum mujhsae naazraz to nahin ho naa … ki maine tumsae yeh baat chupaayi hain …. Tumhe mujh par bharosa tho hain naa geet ….
Geet pressing maan's hands with her hands - Mujhe aap par poora bharosa hain … khud sae bhi zyadaa … Yeh aap janthae hain …. Aur main yeh bhi janthi hun ki aap mere saath kabhi galat hone hi nahin dengae ….
Aur agar main kisi kae upar aankh band kar kae bhi viswaas kar sakhthi hun naa tho wo aap hain … meri zindagi main … maine aap ko jitna ehmiat diya hain shayad maine aaj tak kisi aur ko nahin diyan hain …. aur mere liyae aap sae badh kar iss duniya main koi sachayi nahin hain .... meri duniya tho aap sae shuru hoti hain aur aap par hi khatam hoti hain …
Waise mujhe ab patha chala ki aap ki naarazgi ki wajah kya thi … aur aap ithnae rukhae rukhae kyun rehthae thae … ab main samajh gayi aapko auraton sae ithni nafrat kyon thi …. Aur is liyae aap nae uss din (dargae wala din) bhi mujhe ithni sari khari kothi sunayi thi …. Mujhe bhi aise hi samajh liya tha kya …
Maan – main uss din kae liyae tumsae maafi mangtha hun geet ….
Geet – maine aapko pehlae bhi bola tha naa …maafi mangnae ki koi jaroorat nahin hain … ab tho aap auraton sae yaa mujhsae nafrat tho nahin karthae naa …
Maan - Nahin main abhi nafrat nahin kartha hun …. tumhe dekh kar patha chala tha ki main kitna galat tha … meri soch kitni galat thi … tumhara saat ithna kuch galat hone kae baavujood tumhara zindagi dekhnae kaa nazariya nahin badla geet … tumnae meri aankhen khol di hain geet … tum nahin janthi tumnae kya kiya hain …. Tumnae mujhe badal diya hain … aur mujh main yeh badlav dekh kar mujhe khud ko acha lag raha hain …
Geet – acha …
Enjoy this song while reading if u want 2 … from MPK 1 of my all time fav.
http://www.youtube.com/watch?v=yIXGVwT3OHs
Maan – tumhae ek baath batao geet … tumsae yeh sab baathen keh kar mera jee halka hogaya hain … sach bolu tho … jo mujhae uss waqt usse hua tha wo pyar tha hi nahin … wo bass ek infatuation tha ek attraction tha …. Mohobbat tho mujhe tumsae hui hain …. Yeh baath main yeh ithna yakeen kae saath kaise bol sakhttha hun tum yeh soch rahin hongi naa …
kyun ki jo ehsaas mujhae tumhae dekh kar hua tha wo ehsaas mere uss waqt kae ehsaas sae bahut alag thae …. Agar main tumhae ek pal kae liyae bhi nahin dekhu tho mujhe chain miltha hi nahin hain geet … mujhe lagtha tha ki main tumhae apni ankhon sae kabhi ujall hone hi na du … hum kithnae bhi jagdae karlae thae thae par tumhare chehrae par ek bhi aansun dikha tho main sehan nahin kar patha tha …. Aur agar wo aansun kae kaaran main tha tho main apnae aap ko bhi kabhie maaf nahin kar patha tha … muhe har waqt tumhari baathein …. Tumhara bolah pan ….. tumhari saadgi …. Tumhari sachayi …. Tumhari harkatein … tumhari hansi sab yaad aathe thae jab tum mere saath nahin hothi thi … yeh sab mehsoos karnae kae baad bhi …. main apnae aap ko jithna rok saktha tha uthna rok liyaa tha … par phir main apnae yeh andhar ki ladai saae haar gaya aur phir main apnae aap sae ladna band karkae yehi samajh liya hain ki mujhe tumsae mohobbat ho gaya hain … aur yeh sachayi maine sweekar kar liya hain …
…. Aur yehin nahin main tumhare pyar main keecha chala gaya … iss kadar chala gaya ki …. Meri aisi halat ho gayi hain ki ab main tumhare bina jee hi nahin sakhtha …. Janthi ho geet kal jab tum ghar chodkae chali gayi thi … meri kya halat hogayi thi … tumhae tho koi andaaza bhi nahin tha … thodi daer kae liyae tho mujhae aisa laga tha ki maine tumhe hamesha hamesha kae liyae kho diya hain … par mera kismat acha tha ki tum mujhe mil gayi …
Geet – main bhi … main aap sae dur jaa rahin thi … par mujhe aisa lag raha tha ki kuch chut gaya hain …. Main jaana nahin chahthi thi par aap ki kushi kae liyae mujhe laga tha ki main aap sae dur chali jaau …. Main bhi aapkae bina jee nahin sakhthi … main bhi aap sae uthna hi py…
Maan using his sensuous voice & coming closer 2 geet – uthna hi kya geet … bolo naa … bolo …. Mujhe aur kithna tadpa ogee … ab tho batha do
************************
will update next part soon ... sorry to keep u girls hanging ... but too tired today ... will post it later on ...
do reply ...
*******************
Graphic Credits: itsShonali This is one of my entries for the Love-O-Rama #1: Pyar ka Trope-fest Trope: Set A: Best Friend’s Sibling Set B:...
A N A R H I F F ---- Iss Darr Ko Kya Naam Doon Summary: Khushi is an internet famous 27 year old fashion designer from Lucknow. She has a chirpy...
Siggi by Sandhya (@sevenstreaks) (P.S this was my pitching picture to the production houses - which Sandy had done for me a couple of years...
COVER BY AISHWARYA (Mystic_Muse) SUMMARY Suzanne Miller , an Indian Origin Canadian Citizen adopted by the Miller family, who goes on a quest to...
Kassir Extremes Intro 9pm - London Airport - Christmas Day It was a cold chilly night in the beautiful city of London. We arrive at Heathrow...
12