PATCH UP part 2
Mayank reaches their house and throws the papares on the bed and in his anger starts throwing everything around. books, clothes, bedsheets. still his anger does not abate and he starts punching the wall. by mistake he even punches the photo frame of their marriage hanging on the wall. Glass pierces his hands but he still continues his violence. finally exhausted he falls on the bed and goes into a disturbed sleep and remembers all their happy moments.
nupurs condition is no better. even she cries remembering their promises-tha saat pheras and how they had challenged bauji. here she was sitting dejected still hoping that mayank would refuse to give her a divorce
Next day Mayank comes to give the divorce papers and bauji is present. Mayank hands over the papers to Nupur and is about to leave when
maine kaha tha na ki yeh pyaar filmy baatein hoti hain. jab zimedaari aati hain tab sachai samne aati hain. yeh pyaar zeher ban jata hain.
Mayank keeps quiet as he knows that he is at fault but once again Nupur speaks up
N: nahi bauji. ismain mayank ki koi bhi galti hain. main apne sapne pura karna chahti hun isiliye mayank ko main divorce de rahi hun. mayank ne yeh papers mere kehne par sign kiye hain.
Mayank is stunned
B: maine pehle ki kaha tha agar tumhari shaadi adhiraj se hui hoti to tum apne saare sapne pure kar pati. mayank itna kabil nahi hain ki tumhare sapne pure kar sake.
M(to himself): sahi toh kah rahe hain bauji. main nupur ko kabhi khush nahi rakh paya. kabhi samajh hi nahi paya uske pyaar ki gahrayi ho. har baar galti meri hoti chahe woh project report ho, ya sabko hamare relationship ke baare main pata chalna. maine kabhi bhi nupur ko kuch kehne ka mauka nahi diya.
N: bas bauji. mayank bahut kabil hain. woh apni zimedaariyon se nahi bhaag raha. balki main apni zimedaariyan nahi nibha pa rahi hun. yeh faisla mera hain. aur haan, abhi hum dono ka divorce nahi hua hain. mayank abhi bhi mere pati hain aur main unke khilaaf ek shabd nahi sunna chahti. main aaj bhi janti hun ki mayank se bahtar humsafar mere liye nahi ho sakta.
B: acha toh phir yeh divorce?
now Mayank speaks up
M: nahi bauji. yeh sab meri galti hain. main hi kabhi nupur ko samajh nahi paya. iske pyaar ki gahraayi main samajh nahi paya. kabhi samajh nahi saka ki mere sapne nupur ke liye kitna mayne(importamce) rakhte hain. khud ke sapnon ke pehle woh mere baare main sochti hain
once again in his anger mayank punches the wall and his unhealed wounds start bleeding again
seeing mayanks hand bleeding nupur shouts
N:mayank yeh tumhare haath se khoon
M: kuch nahi hain
N: kya kuch nahi. itna khoonbah raha hain aur tum keh rahe ho kuch nahi. tumne gusse main apne aap ko chot paucha haina?
M (jerking his hand): tumhe kya farak padta hain main jiyu ya marun?(using nupurs lines)
N: bas mayank
looking at him in anger
M: kyun nupur? tum meri parwah karna chod do. tum ja rahi ho na jao. main tumhe nahi rokunga. shayad mera pyaar kamzor tha.
N: mayank divorce ka matlab yeh toh nahi ki hamara pyaar khatam ho gaya?
M: nahi nupur lekin kam zarur pad gaya. tabhi toh tum ja rahi ho.
N(unable to control herself): mujhe maaf kardo mayank. mujhe tumhe aisa nahi kehna chahiye tha. mujhe tumhe scholarship ke baare main bata dena chahiye tha. tumse aise bachho ki baat nahi karni chahiye thi. tumhe sach keh dena chahiye tha.
M: nahi nupur, galti meri thi. mujhe tumse puch lena chahiye tha aur jab tum scholarship jeet gayi thi tab mujhe khush hona chahiye tha na ki tumse naraaz.
main pagal, apne gusse main apni zindagi se hi naraaz ho gaya.
N: galti hum dono ki hain aur ab hum ek aur galti karne ja rahe the
M: kaisi galti?
N: divorce
M: tumhe kya lagta hain tum divorce mangogi aur main divorce itni asani se de dunga? kabhi nahi
N: matlab?
M: khol ke dekho
Nupur sees the papers. mayank had not signed them instead he had crossed them out.
N: i love you mayank
M: i love you too nupur
B: mayank mujhse wada karo ki ab tum meri beti ko kabhi tang nahi karoge, kabhi nahi sataoge, hamesha usse khush aur sukhi rakhoge
N: bauji aap
B: haan nupur, mujhe tumhara rishta kabul hain. kab tak main apne baccho se khafa rahunga? mayank wadaa karo
M: nahi bauji , main aisa nahi kar sakta
Nupur and Bauji are confused
M: main nupur ko hamesha khush aur sukhi rakunga lekin saath main yeh wada karta hun ki main nupur ko hamesha tang karunga aur zindagi bhar satata rahunga
B: theek hain. mujhe manzur hain
N: bauji...ab bhi
M: acha nupur woh chodo mere haath main bahut dard ho raha hain
Nupur suddenly remembered that mayank had badly hurt his hand
N: by god baato main main bhul hi gayi
Bauji left to give them some privacy. nupur returns and bandages mayanks hand.
M: Mrs Sharma ab apne ghar chale
N: maine kab mana kiya hain?
phir kya tha? nupur aur mayank hamesha ek saath rahe. ladte the but taht just added fun to their relation. and can you believe it ki jo mayank bachho ke naam se darta tha woh teen bachho ka baap bana?