Part 3
" armaan tumhe niki ko apni kamzori nahi himmat banana hai…tumhe use ehsaas dilaana hai ki uska pyaar sacha tha…tumhe ye saabit karna hai ki tumhaare pyaar mein kitni taakat hai….tumhe apni niki ko insaaf dilaana hai armaan….vo jo chahti thi gvo karna hai…varna niki kabhi khush nahi rahegi"
As ridhima's words rang in his ears he work up startled and sleep went miles away from his eyes. His mind again wandered first around ridhima's words and then around bi's words and all he could think at the moment was nikita but today it was with a difference. It was not her memories but her thoughts that did not let him sleep. He knew that ridhima was right. As he looked around he saw her shivering on the chair and he covered her with the blanket that was around him. He then entered the cottage and made some coffee for himself as he thought over ridhima's words. He realized that ridhima's phone has been vibrating nearby on the side table. Percieving that it might be some emergency he received it but it was from some stupid call centre. He kept the phone back as his eyes fell on ridhima's diary and he was attracted to read it and the warning to not read it made him want to go further. He picked it up as he knew he was not sleepy and he needed some distraction.
--------------------------------------------------
He squeezed his eyes as he opened them as the sun rays fell on them. he saw ridhima coming out of the room with wet hair. She walked to the kitchen after wishing him good morning…
" good morning….aaj tum itni jaldi uth gayi…it isnt even six" he enquired..
" haan…vo….neend nahi aa rahi thi…." She replied…
" kuch din beete huye kal ke andhere ko aakhon ke saamne le aate hain na…aur duniya ki saari roshni bhi us andhere ko kam nahi kar paati...."he replied
She was shocked " kya??"
"kuch nahi…..aaj hi ke din maine niki ko propose kiya tha...." he lied....
He saw her expression turn fro m shock to pain as she tried to hold back her tears
" main abhi aati hun…." She tried to leave…
" zindagi bhi kitni ajeeb hoti hai…ek pal mein sab kuch deke ek pal mein cheen leti hai…bas kuch chota chota samaan reh jaata hai…choti choti yaadein reh jaati hain jaise ki gifts…." He replied as it hurted himself and he knew it hurted her as well.
" haan …aur vo choti choti yaadein zindagi ban jaate hain…."she said as she tried to conceal her tears
" hmmm….aur unke bina zindagi kitni adhuri si hoti hai….saanson ki vajah hote hai voh…dil ki dhadkan bhi unhi se hoti hai….na jaane kyun aisa hota hai…" he replied looking straight at her…he felt her pain in his heart…
She was startled but did not want to say anything…she just said " kaisa hota hai?
"kyun dhadkan yun badh jaati hai
jab vo beete lamhe yaad aate
kyun kaan mein ek gunj uthti hai
jab yaad aati puraani baatein. "he said
" armaan tumne vo…." She closed her eyes in order to stop her tears…. "puri padhi tumne?"
" ridhima…apne andar itna dard sameta hua hai…kabhi ehsaas bhi nahi hone diya….kabhi mehsus hi nahi hone diya….humesha mujhe kandha diya…mere aansun poche….aur khud apne dil ke kareeb dastak bhi nahi dene di…hum to dost hain na….to kyun nahi baata mujhse apna akelapan…kyun mujhe itna paraya samjha …. Tumhe kya laga main tumhaara dard nahi samajh paunga" he said as he held her palms and a tear escaped his own eye.
"nahi armaan….shayad isliye chupaaya kyunki main khud vo din bhoolna chahti hun….main nahi jaana chahti un yaadon mein…aur shayad isliye ki tumhe dard mein nahi dekh sakti" she wiped her tears
" lekin mere dard ko bhi khud mein samet sakti ho….kyun itni achi ho tum ridhima….kyun tum mere dil mein vahaan pahunch rahi ho jahaan ka darwaaza band kar diya hai maine….kyun mujhe ek aisa ehsaas phir se ho raha hai jisse dur bhaagna chaha raha hun main…kyun tumhaare aas paas hone se lagta hai ki mujhme aage badhne ka hausla hai…kyun ridhima kyun?" he cried as he fell on his knees
" armaan vo….vo diary puri padhi thi tumne….."she replied scared…
" hmmm…nahi…shayad isse zyaada dard nahi sehen kar paata….tumhaare jitni sehen shakti nahi hai na mujhme" he replied trying to lie while she took a breath of relief
Precap: what is ridhima's dark past?...why did armaan lie? Why was ridhima relieved to know that armaan did not read the full diary….?
hope u all liked the part
it took me real long to think this😆😆😆😆😆
pls comment
rate/review
.
love u all
kavya
41