nupur leaves from there...
girl-yeah kal mayank clg ayega.....π
after sometime.....gunjan was thinking about yesterday's incident happened with her and at that time samrat came..
s-chasmish...
g-tum......chale jao yaha se...π‘
s-chasmish pls ek baar meri baat sunlo...pls..π
g-samrat mujhe tumhari koi baat nahi sunni hai aur mai abse koi samrat ko nahi janti hu...π‘
gunjan leaves from there....
s to himself-jab chasmish mujse naraaz hoti hai mujhe bilkul acha nahi lagta hai...ab jaldi se is ranvijay ka sach chasmish ke samne laana hi hoga..
nupur comes...
n-samrat mere paas ek plan hai jisse ranvijay apne muh se sach bol dega...π
s-kya??plan kya hai??π
then nupur tell him about the plan.....
s-wow nupur....sach mai kya dimaag paaya hai tumne......πpar nupur...kya ye plan kaamyab hoga??
n-dont worry..nupur bhusan ka plan kabhi fail nahi hota hai...π
s-ok...π
n-to samrat pata haina kya karna hai....
s-ha nupur...
then nupur went to gunjan...
n-gunjan...
g-di...
n-gunjan...tu abhi bhi kal ke baare mai soch rahi hai...
g-di mai vo baat bhul hi nahi sakti hu....π
n-gunjan....tujhe ranvijay vaha bula raha hai..tu jaa aur usse baat kar le..thick hai..π
g-kaha hai ranvijay??
n-vaha se left mai jaa....vahi par hai vo...
g-thick hai di...mai ati hu..
n-hmm..
gunjan leaves from there..
n to herself-ab gunjan ko sab pata chal jaega...sach mai nupur...tum great ho by god...π
gunjan went there....she stopped..she saw that ranvijay and samrat r talking...she started listening them.....
s to himself-chasmish aa gayi...π
rv-samrat tum hamse kya baat karna chahte ho...
s-ranvijay tum gunjan ko sach bol do...π‘(it is the plan of samrat and nupur to reveal the truth of ranvijay in front of gunjan)
rv-kaunsa sach..
s-yahi ki ye sab tumhara plan tha...π‘
but ranvijay saw gunjan....
rv to himself-kahi gunjan ne kuch suna to nahi..
rv-samrat ham kyu gunjan se jhoot kahege....aur ye sab kya bol rahe ho tum....kaunse plan ki baat kar rahe ho tum..hame to kuch samaj mai nahi aa raha hai...
s-ranvijay...zaada natak mat karo....tum mujhe aur chasmish ko kyu alag karna chahte ho...π‘
rv-samrat tum ye kya keh rahe ho...ham kyu tumhe aur gunjan ko alag karege...
s-ranvijay....π‘
gunjan comes...
g-bas samrat...bohot ho gaya...tum samajte kya ho apne ap ko....π‘
s-chasmish....
g-samrat..tum itne gir sakte ho ye maine nahi socha tha....apna sach chupane ke liye tum ranvijay ko blame kar rahe ho....π‘
s-chasmish..tum ise janti nahi ho...ye jhoot bol raha hai...π
g-samrat.....bas ho gaya....π‘(she shouts at samrat)
rv-gunjan...ye sab kya hai..hame to kuch samaj mai hi nahi aa raha hai...
g-samrat bohot bura insan hai....aur....π‘
she leaves from there...
rv-hamse chalaaki bhaari padegi samrat....π
s-ranvijay tumhe to mai.....π‘
rv-hame to tum par bohot taras aa raha hai...chchchchh.....π
ranvijay also leaves from there......
s to himself-plan fail ho gaya....shayad ranvijay ne chasmish ko dekh liya hoga isliye.....magar tumhara sach mai chasmish ke samne zarur laoga ranvijay...π‘
now nupur comes..she is very excited....
n-kya hua samrat....plan successful...vo to hona hi hai...akhir nupur bhusan ka plan jo hai..aur gunjan kaha hai...mujhe to lagaa ki tum aur gunjan sathme hoge...π
s-nupur.....
n-acha.....ranvijay ki pitai kar rahi hai....πpar vo to ek kidi bhi nahi maar sakti to us ranvijay ki pitai kaise karegi...mai bhi na..kuch bhi bolte rehti hu...πkya hua samrat..kuch to bolo...
s-plan fail ho gaya nupur...π
n-kya(she is shocked)
s-ha....jab chasmish hamari baate sun rahi thi tab ranvijay ne chasmish ko dekh liya aur mujhe fasaa diya...ab to chasmish mujse pehle se bhi zaada gussa ho gayi hai...π
n-oh no....π
s-nupur ranvijay itni asaani se sach nahi bolega...hame kuch aur sochna hoga....
n-us ranvijay ki to mai chatni banaa dugi by god.....π‘
s-nupur....abhi hame kisiki chatni nahi banani hai....uske muh se sach ugalvana hai....
n-samrat meri to ab kuch samaj mai nahi aa raha hai...ab tumhe hi kuch sochna hoga....π...aur abhi ki ek aur zaruri kaam baaki hai....
s-vo kya hai??
n-mayank ko kal clg mai laana hai...
s-nupur...mayank to roz clg ata hai...
n-kal valentine's day hai....aur maine kuch ladkiyo se promise kiya hai ki mai kal mayank ko clg laaogi....
s-oh..mai to bhul hi gaya ki kal valentine's day hai...kal meri life mai bohot special person ane wala hai....π
n-samrat.....
s-nupur mai tumse baadme baat karta hu..bye..π
samrat leaves from there...
n to herself-ise kya ho gaya....aur koi special ane wala hai...vo hoga kaun..
scene shifts to mayank...
m to himself-acha hai ki kal valentine's day hai...kal thoda aram to milega....kal maa ke sath ghar mai time spent karuga....π
then nupur comes..
n-mayank....
m-tum fir aa gayi...
n-ha...mayank kal pata hai kya....π
m-janta hu...kal valentine's day hai aur mai kal clg nahi ane wala hu....
n-par kyu mayank...
m-nupur...mujhe abhi bohot kaam hai...mai baadme tumhe jawaab deta hu..thick hai...
n-ruko mayank....tumhe kal ana hi hoga...
m-mai nahi aaoga...
n-tum zarur aaoge....π
m-challenge kar rahi ho...
n-nahi...challenge nahi kar rahi hu..kyuki mujhe pata hai tum zarur aaoge...π
m-nahi aaoga..samji tum...
n-ana padega...π
m-nupur tum pagal ho gayi ho...
mayank leaves from there...
n to herself-paagal mai nahi tum ho...aur kal to tumhe clg ana hi padega aur tumhe kaise laana hai vo mujhe achi tarah se ata hai....π
hey guys..here ends my part....i know its very short but i dont get much time...so kal kaun special samrat ki life mai aaega??kya nupur kaamyab hogi mayank ko clg laane mai??kya gunjan aur samrat mai nazdikiya kam hoti jaegi??janne ke liye wait kijiye mere next update ka....love u all...
hazra
44