hey guys this is the 3rd part. pls do read. and adi, nidz, mahi here is 3rd part.
Beete lamhe hume jab bhi yaad aate hai
Part -------3
It is 2007. Everything is going well between raj and nupur. Nupur loves so much raj that she could keep the hole world one side and raj too other side. It has been long days since raj started his job also nupur finished her study. They are planning to inform their family about their marriage. Nupur is as much happy as she fells that she got the hole world in to her hand.
It is the may of 2007. Suddenly nupur felt that raj is a bit changed. These days he is not calling nupur frequently as b4 he used to. Nupur is not understood the problem is what or where.
It is 27th may. 2007
Raaj called nupur.
R: hi keya kar rahi ho?
N: kuch nehi. T.V dekhrahi thi.
R: ha tum baith kar yehi karti raho. Or kuch kaam to tumhe hai nehi (Angry)
N: Raaj, tum aise kiyu bolrahi ho? (Shocked)
R: to or keya kahu nupur. Tum kuch karne ki kiyu nehi sochti? Srif apna time waste karti rehti ho. Kuch job tob ke liye try karona.
N: pehle meri masters ke result to out hone do.
R: tum graduate ho nupur. Abhi tumhe job milsakti hai.
N: ha mujhe pata hai. Per meri jaisi kitni arts graduate hai. Ager commerce ya science ki student hoti to jathse job miljati.
R: oh shut up nupur. Excuse maat do. Actually tum job karna hi nehi chahti ho. Tum chahti ho ke shaadi ke baad tum srif ghar or baache samhalogi. In sabke ilawaba tum or kuch sohcti hi nehi. Or socho gi bhi keise? Pls nupur apne middle class mentality se bahar aao. Meri office me kitne sare ladkiya hai jo hamare sath kaam karte hai. Nayi nayi project banate hai, presention dete hai, English me keise baate karte hai, western dresses pehente hai, car khudh drive karte hai. Tum to ye sab soch bhi nehi sakti. Main to ye sochta hu ke shaadi ke baad main tumhe apne office ki party me le keise jaoonga. Tumhe apne colleague se keise milaoonga. Tum to unse baat bhi nehi karpaoogi. Disgusting.
Then he cut the phn. Nupur is so amazed with raj behavior that she even forgets to cry.
It is 7th June. 2007
Shila called nupur
N: ha shila bol
S: keya huya nupur? Teri awaz aise kiyu lagrahi hai? Kuch problem hai keya?
N: nehi to. kiyu tujhe asia kiyu laga?
S: dekh nups. Mujhse chupa maat. Main tujhe bachpaan se janti hu. Teri har saas ko pechanti hu. Keya huya.
N: wo actually tabiyaat thik nehi hai. Thoda fever hai.
S: wo. Accha nups raaj keise hai? Jab se usse job mila hai wo to dosto ko bhool hi gaya hai. Phn hi nehi karta.
N: wo bohot busy rehta hai na.
S: come on nups. Arif bhi job karta hai. Pr usse to kabhi time ki shortage nehi hota.
N: ''''''''. (silent)
S: ek baat kahu nups.
N: ha bolna. Keya baat hai?
S: wo kaal jakiya ka phn aya tha. Usski office or raaj ki office sath sath hai na.to ussne kaha ke aaj kaal kisi ladki ke sath raaj kafi dekhai deta hai.
N: her heart beating first. Wo actually keya haina. Usski colleague hai. To sath to dekhega na.
S: r u sure? Jakiya ne kaha ke dono srif colleague jaise nehi lagte.
N: nehi nehi. Aisa kuch nehi hai. Jakiya ko shayad koi galatphehmi huyi hai.
S: thik hai agar tu kehti hai to maan leti hu.
Then nupur cut the phn and started crying badly.
15th june.2007
Raj called nupur
N: hello
R: nupur aaj mom or dalas kahi bahar jarahe hai. Keya tum ghar aasakte ho?
N: keya????? (Shocked)
R: ha . main ghar per pura din akela rahoonga to maine sohca ke tumbhi aajao to eksath time spend karlenge.
N: Raj wo to thik hai. Per khali ghar me srif hum dono. Ye accha nehi lagta na.
R: keya matlab hai tumhara?
N: matlab kuch nehi hai. Per srif hum dono akele koi dekhega to keya kahega?
R: hume dekhega koun? Or keya tumhe mujhpar vishwas nehi hai
N: nehi raaj. Main to tumse khudh se bhi jayada vishwas karti hu. Phir bhi???
R: phir bhi keya? Keya tumhe ye lagta hai ke main tumhare sath kuch aisa waisa karoong? Or agar kuch kiya bhi ot issme galat keya hai?
N: Raajjjjjjjjjjjjjjjj !!!!!!!
R: ha nupur. Issme galat keya hai? Hum dono ek dussre se pyaar karte hai or shaadi bhi karne wale hai. To agar main tumse kuch expect karu to issme galat keya hai?
N; per hamare shaadi huyi to nehi hai na?
R: wo. To ye baat hai. Issiley main tumse kehta hu ke tum apne iss middle class mentality se bahar aao or dekho ke duniya kitni aage nikal gayi hai or tum kaha ho.
N: Raj agar iss baat ko tum smartness kehti ho to mujhe nehi baana aise smart.
R: ha ha . tum to dialogue hi dete rehna. Nupur tumne kabhi socha hai ke mere bhi kuch expection ho sakta hai? Keya tume aaj tak kabhi mujhe kiss kiya hai? Nehi. Wo to main tumhe kiss karta hu. Keya tumne kabhi response kiya hai? Nehi na. kiyu?kiyui tum shy fell karti ho. Koi relation ek tarfa nehi nivaya jata. Tum srif pyaar karna jaanti ho or kuch nehi. Mere kahi dost affair karte hai. Unke kahani sunoge to shock hojaooge.
N: mujeh nehi sunna kisi or ki kahani. Main jaisi hu waisi hi khush hu. Raj main hamare pyaar me koi bhi kisam ki paap ki nishan nehi lagne doongi. Kuch baat shaadi ke baad ho to hi behtar hai.
R: tum apne iss 19th century ke dialouge apne paas hi rakhna. Then he cut the phn.
Distance between them getting longer day by day.
26th June. 2007 (At shila's place)
Nupur and shila r at shila's room. Nupur is talking to shila about the problem is going between she and raj. At that time raj called nupur
R: nupur tum kaha ho?
N: main shila ke ghar pe hu.
R: itne raat ko tum shila ke ghar pe keya karrahe ho?
N: wo main shila se kuch baat karne ayi thi (sceard, bcoz this days raj was so rude to her)
R: thik hai main bhi aata hu.
N: per tumhari to office ki party chalrahi hai. Tum keise aasakte ho?
R: maine tumse pucha nupur? Main srif baata raha hu ke main araha hu.
N: shila pata nehi raaj ko keya hogaya? Wo kuch normal nehi lagraha hai. Pata nehi keise baat karraha tha.
S: abhi wo araha hai na to usse baat karlena.
While their talking one of shila's housemaid came and said that raaj is here. Nupur went to the drawing room and saw raj sitting there. Raj came ahead and hugged her. Then nupur realized that raj is not normal. He is drunk. Nupur break the hugg and said
N: tumne dirnk ki raj????? (shocked)
R: ha to issme keya hai nupur? Aaj kaal sab drink karte hai.
N: sab kare to karne do. Per tum raj?
R: oh just shut up nupur. Apna ye middle class mentality se bahar aao. Drink hi kiyu. Sab to dance bhi karrahe the party me. U know ball dance? Tumne to kabhi dekha bhi nehi hoga.
N: per raaj tum to thik tarah se khade bhi nehi ho parahe ho. Tumne kiyu drink kiya?
R: woh'''''.. give me a break. Mujhe lagta hai ke maine yeha aake galti ki. Its my mistake jo main itne acchi party chodkar tumse milne yeha aagaya. Main phir se party me jaaraha hu.
N: nehi raaj. Main tumhe jaane nehi doonga. Tum to chal bhi nehi parahe ho. Drive keise karoge.
R: ohh. Just leave me u fool.
N: nehi raaj pls maat jaao. She holds raaj from behind. Raaj tourned around and slaped her And went out form the room. Nupur suddenly sat on the floor being out of control. Then shila came and hugged her to console her.
N: usse rokh shila. Wo to thik tarah se chal bhi nehi paraha hai. Iss halat me drive karega to jaroor accident karega. Pls usse rokh shila. She is crying
S: nups tu abhi bhi raaj ke bare me soch raha hai? Itna sab hone ke baad bhi? (in anger)
At morning. Raaj called nupur
R: I m sorry nupur. Wo maine nashe ke halat main jo bhi kiya usske liye.
N: '''''''
R: pls nupur kuch to kaho. Maine sorry kaha na. ab keya hai?
N: pls raaj. Mujhe thoda waqt chahiye.
R: waqt? Kissliye?
N: hamare rishte ko samajhne ke liye.
R: thk hai jaise tum kaho. He cut the phn
Nupur was so shocked that raj didn't bother about this. After that raj reduced calling nupur at the day passes.
1st july 2007
Mumu (nupurs frnd) came nupurs place.
M: nups mujhe tujse jaroori baat karni hai
N: keya hai mumu?
M: dekh nups tu baat ko ghumayegi nehi. Main jo kehrahi hu usse seriously lena. Kiyu ki ye serious matter hai.
N: keya baat hai? (Sceared)
M: maine kaal raaj ko ek ladki ki saath dekha.
N: ha to keya huya? Usski koi frnd hogi.
M: dekh nupur main bacchi nehi hu. Sab smajhti hu. Jiss tarah se wo dono sath the koi bhi ye kehsakta hai ke dono dost ye collegue aisa kuch nehi hai. Main tere valai ke liye kehrahi hu. Pls raaj se baat kar. Samjhi?
N: (herself) ha ab to mujhe raaj se baat karni hi hogi. She called raj.
N: mujhe tumse milna hai raj.
R: thik hai kaal office ke baad milta hu.
N: ok.
6th july 2007
Nupur is waiting 4 raj at the place where they always used 2 meet. Nupur is determined that she will have the explanation of all the matter from raj. After 15 min raj was come.
R: bolo keya kaam tha?
N: Raj main strait pochoongi or tum strait jwab doge.
R: aisi keya baat hai?
N: Raj keya tumhari zindegi me koi or ladki hai?
R: ye tum keya kehrahi ho? Kahi pagal to nehi hogayi ho na?
N: bus raaj jhoot maat bolo.
R: just chill baby. Aisa kuch nehi hai
N: Raj mere pass prove hai. Maine uss ladki se baat ki hai. Jney ne mujhe usska number di hai. Usska naam Trina hai.or wo ladki ne khudh kabool kiya hai ke tum usske boyfriend ho. Ab pls jhoot maat bolo.
R: wo wo nehi wo
N: pls raj pls
R: ok fine. Ha hai. Meri life me ek or ladki hai. Main usse like karta hu. Usske sath time spend karna mujhe accha lagta hai. Wo tumhari tarah nehi hai. Bohot intelligent, smart, extrovert or independent hai. Per main tumse pyaar karta hu. Trina ke sath to main aise he''''.. u know. It's a just time pass relation yaar. Shaadi to main tumse hi karoonga. Pls don't worry love. Ok ab main chalta hu. Mujhe kaam hai.
After that raj left the place. Nupur stood here alone. Terars roold down on her eyes. She looked at blankly. She didn't feel anything. No sorrow not pain, no laugh not tears. She looked just like a dumb. She felt that someboy stabbed her. Nupur fells everything happening around her but she couldn't hear anything.
Then backgournd music started.
Bejaan Dil Ko Bejaan Dil Ko Bejaan Dil Ko Tere Ishq Ne Zinda Kiya
Phir Tere Ishq Ne Hi Is Dil Ko Tabah Kiya
Nupur suddenly sat on the floor being out of control.
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi
HaiMujhko Saza Di Pyaar Ki
Aisa Kya Gunaah KiyaTo Lut Gaye
Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum
Teri Mohabbat Mein
Nupur was crying badly Ajab Hai Ishq Yaara
Pal Do Pal Ki Khushiyaan
Gam Ke Khazaane Milte Hain
Milti Hai TanhaiyaanKabhi Aansoon Kabhi Aahein
Kabhi Shikve Kabhi NaaleinTera Chehra Nazar Aaye
Tera Chehra Nazar Aaye Mujhe Din Ke Ujaalon Mein
Teri Yaadein TadpayeinTeri Yaadein Tadpayein
Raaton Ke Andheron MeinTera Chehra Nazar Aaye
Machal Machalke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi
Hai Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
Nupur reminds all the moment she spend with raj Agar Mile Khuda To Poochhoonga Khudaya
Jism Mujhe Deke Mitti Ka
Sheeshay Sa Dil Kyon Banaya
Aur Us Pe Diya Fitrat Ke Woh Karta Hai Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Us Pe De Diya Kismat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat
Kabhi Hai Milan Kabhi Furqat
Hai Yehi Kya Vo Mohabbat
Wah Re Wah Teri Kudrat
Sisak Sisakke Is Dil Se Aah Nikalti Rahi
Mujhko Saza Di Pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut GayeTo Lut Gaye Hum
Teri Mohabbat Mein
Tadap Tadapke Is Dil Se Aah Nikal ti Rahi Hai
Mujhko Saza Di pyaar Ki Aisa Kya Gunaah Kiya
To Lut Gaye Haan Lut Gaye
To Lut Gaye Hum Teri Mohabbat Mein
pls guys do read and comment on it. ur comment means a lot to me
Edited by Tapoor - 15 years ago
41