dekhte dekhte dopher ho jaate haai shekhawat house ke sab log launch karne baithte haai sivaye raj ke woh bas tab se aapne kamre mein baithta haai veena jee ka mann toh bohot kar raha haai ke woh jaake raj ko khanna khilla de lekin unhe pata haai ke agar woh aasa kuch karenge toh amar jee un par bohot gussa ho jaayenge aur sayed is ka aasar raj ke uper jaake gire yehi sab kuch soch ke veena jee aapne mann ke baat ko mann mein he dabake chup chap sab ko khanna serve karne laagte haai par gitika jo aapne baare maa se bohot pyaar karte haai woh aacche se samajh jaate haai ke veena jee dil pe kya beeth rahe haa isliye gitika ek plate mein raj ke liye uska sab favourite dishes leekar raj ke kamre mein jaate haai
gitika jab raj ke liye khanna leekar uske kamre mein jaate haai tab woh dekhte haai raj window ke sammne khara hoke dur aashman ke taraf dekh raha haai raj jo ke hamesha aapne cheerful andaz mein raheta haai sab ko hasata raheta haai sab ko tang karta raheta haai aaj usse aase udhas aur ghumsum dekh kar gitika ke aakhon mein aasu aa jaate haai par usse pata haai ke agar raj ne usse aase rote hue dekh leega toh raj ko aur bhi zada takleff hoga aur yeh gitika bilkul hone nahin de sakte isliye woh jaldi se aapne aasuo ko pocch ke aapne chehere par ek baare se haase laate hue raj ke pass jaate haai aur uske shoulder par tab karte hue usse kaheta haai"kya pure zindage yehi khirke pe khare hoke bitane ka irada haai ?" gitika ke awaz sunke sunke raj jo ke abhie tak kal ke incident ke baare mein soch rahe the aapne khayalo se bhar aata haai aur gitika ke taraf dekhte hue kaheta haai"di aap aap kab aaye ?'' gitika ko pata tha ke raj ke uper kya beeth rahe haai isliye woh atmosphere ko light karne ke liye raj se baare dramatic andaz mein kahete haai"jab mera chotta bhai devdas jaise shakal banake khirke ke pass khare hoke dur aashman ke taraf dekh kar kaare dhoom mein taaree ginne ke koshish kar raha tha " gitika ke muh se aase baat sun ke raj ke chehere par ek halke se smile aa jaata haai raj ko haste dekh kar gitika ko bohot aaccha woh raj se kahete haai"yeh hue naa baat ab aa aake jaldi se yeh khanna kha lee " par raj jo ke jike kaano mein abhie bhi amar jee baatte gunj rahe the woh aapna sar naa mein hillate hue gitika se kaheta haai"nahin didi mujhe bhookh nahin haai " par gitika bhi raj ke didi haai woh baare gusse se raj ke taraf dekhte hue kahete haai "haan haan main he pagal hu jo tere liye sab se chupake khanna leekar aaye par raj ek baat tu sun lee main yeh khanna yehi chor ke jaa rahe huu tujhe agar khanna hai toh kha leena warna phek denaa " yeh bol ke gitika baare he gusse se kamre se nikal jaate haai
'
gitika ko aase jaate hue dekh kar raj ko bura toh laagta haai par abhie uska pura dhayan gitika ke laaye hue khanne ke plate par haai kunki aapne gusse mein bol toh diya ke usse bhookh nahin haai par kal raat se usne kuch bhi nahin khaya isliye uske pet mein abhie jo hazaroo chuhee khud rahe haai usse shant karna raj ka pahele aur formost dharam haai isliye woh aur kuch naa soch ke jaldi se gitika ke laaye khanna pe tut paarta haai aur khanne laagta haai
gitika jo ke curtain ke picche chupke khare the ab raj ke pass aata haai aur dheere se kahete haai "khanna kaisa banna haai raj?'" raj joke aapne khanne mein itna khoya hua tha achannak gitika ke awaz sun ke ek dam shocked ho jaata haai woh gitika ke taraf haairaani se dekhte hue kaheta haai "didi woh main " raj starts fumbling raj ko aase fumble karte dekh gitika starts laughing raj ko aaccha laagta haai wohaapne mann mein kaheta haai"didi i am sorry mere baaja se aap sab ko kitna kuch sehena paara lekin didi main aap sab se vaada karte hu ke jisne bhi mujhe phaasaya haai usse toh main zarur dhundh nikalunga "
" tum chahe jitne bhi koshish kun naa karo mr raj shekhawat par tumhe yeh kabhie pata nahin chalega in sab ke picche main huu "
99