woah Ankita its really rocking one"mumma gandi hai, wo mujhe buddy, aapte aul aalish ke shaath ghumi ghumi karne nai jaane de lahi so cute lines ohh such babish languagewo kya haina jab bhi tum mere saamne hoti ho, meri yadaash khud hi mera saath chod deti hai, bas dhadkane hi saath deti hai... so romantic ur rocking i can say Bedroom is a nice place for Birthday party spl for AR dono baap bete ek din mujhe pagal kar denge, surely tumhara hi beta hai.. A: kyu tumhe abhi tak doubt tha???? doubt in this case OMG Ridhima "maine kuch nahi kiya sachi" lol jiska touch sa duniya hil jati hai woh keh raha hai kuch nahi kiya show me your teeth.. biwi sa dentist so change "lagta hai inhone apni aankhon ke saath saath dil ke darwaje bhi band kar rakhein hai tabhi to uss ladki ki apne maa-baap ke liye mamta inhe kabhi najar nahi aayi aur kamal hai inke dil ne bhi kabhi inhe majbur nahi kiya uss ladki ki mamta ko pehchan ne ke liye, kabhi dil ne bhi ye nahi kaha ki uss ladki ne as a daughter apne maa-baap ka har sapna pura kiya, kabhi unki umeedo ko tutne nahi diya,
jo ladki bachpan mai kabhi architect ban na chahti thi par apne papa ke sapno ko jaankar ussne apna raasta badal liya, kyunki wo kabhi apne papa ke sapno ko tut te nahi dekh sakti thi, kamaal haina uss ladki ke maa-baap phir bhi apni beti ko samajh nahi paaye, uske pyar aur shraddha ko nahi samajh paaye, samajh nahi aata uss ladki ne kaunsi baat nahi maani unki, agar ek baar usne apni life ke liye khud decision le liya to kya problem ho gayi isme,
usse laga ki wo iss decision ke saath khush rahegi to le liya, kya usse itna bhi hak nahi tha apni life par, uske maa-baap ne kyu nahi samjha ki unke saath uss ladki ki life par unn logo ka bhi hak hai jisse wo pyar karti hai aur jo usse pyar karte hai, agar maa-baap ka karz janamo tak nahi uttar sakta to unn logo ka bhi karz kabhi nahi uttar sakta jo humse pyar karte hai, phir chahe wo dost ho ya premi, bache ho ya rishtedaar
simply pyar ka karz to kabhi uttar hi nahi sakta, galat hai uss ladki ke maa-baap jinhone socha ki sirf unka hi hak uske life ke decision lene ka kyunki unki wajah se hi uss ladki ka wajood hai, galat hai wo jinhe apne beti ki khushiyan dikhayi nahi di, galat hai wo kyunki unhone apni beti ko apne sapno ki kathputli bana na chaha, galat hai wo jo unhone socha ki unki beti ne unka koi kehna nahi maana, galat hai wo jinhone ek aisa precious gift kho diya jo bhagwan ne beti ke roop mai unke ghar mai bheja tha, itna hurt kiya usse sirf apni jhoote dukh ko reason banakar"ohh of sudden so touching one but so tru why don't sometime parents understand what a child want why they for their desire on them that lines r my favorite one so touching and romantic one ur genius plz continue it soon & thanks for the pm & Happy New year
Edited by nidha1983 - 15 years ago
38