Ranbir: I love u kanya! I cant live without you, agar tum chalija ti to mein marjata?
Kanya: I love you too ranbir! Tume kya lagta hai kya mein tumhare bina jee pati?
Eye lock between them and background music playing: aa aa aa aa aa aa ankhon mein ankhei teri, baahon mein baahein teri?
Malika asks shanta tai: but how did you find them?
R: ya I also want to know how did you find them? Why was akki trying to take kanya away? How does Natasha know akki? Why does kanya become Natasha?
Shantu: Tumhare sare sawalon ke jawab mein deti hoon. Mujhe jab pata chala ke kanya ghar pe nahin hein to mein samajh gayi who zaroor Natasha bangayi hain to mein use doondne nikhli? (sorry my hindi in writing is not good at all plz Pardon me)
Shantu: Natasha tum kahan jarahi ho?
Nats: Shanta tai, yehi hai akki jise mein pyaar karti thi? itne saalon baad who mujhe lene aya hai..
Shantu: Acha to tum ho akki,
Akki: ummm
Nats: oh sorry akki mein tumhe batana bhul gayi yeh meri mummy ki best friend thi? unke baad hamesha mera khayal rakha hein inho ne?
Akki: oh, (touches her feet)
Shantu: par Natasha tum aise kaise jaa sakhti ho? Kya tum apna badla bhulgayi?
Nats; Shanta tai mein kuch nahin bhuli, Mere mama papa ko marne wala aur koi nahin RANBIR NANDA hai? aur mein use nahin choroon gi!
Shantu: Tumhe aisa kisne kaha?
Nats: Akki ne mujhe bataya ke Ranbir hi asli katil hai,
Shantu: Nahin Natasha yeh sach nahin hai!
Nats: aap aisa kyun keh rahe ho? Agar kaatil Ranbir nahin hai to kaun hai?
Shantu: Yeh to humein Dr. Akki hi bata sakhte hein!
will continue in a bit