MUJHE PATA HAI YEH PART BAHUUUUUUUTTTTTTTTTTTTTTT ZADA BORING HO GA I M 101 % SURE LEKIN MERA ABHI MOOD THORA ALAG HAI TU SOCHA KEY THORA ALAG PART POST KARO PLZ AGAR APP KO PASAND NA AYE TU MUJHE BATA DENA MEIN DELETE MAR DONGE SACH BATANA PLZ
At Night
3 pm
{ acha nak armaan uthta hai aur dekta hai key angle and ridz both are sleeping peace fully }
{ baher baarish ho rahe hai }
A: thanx ridhima tum mere zindagi mein pari ban ker aye ...agar tum nahi ati tu pata nahi mera keya hota
{ armaan baarish ka jacket leta hai aur ek paper leta hai aur likta hai " I WILL BE BACK SOON DON"T TAKE TENSION TUMHARA ARMAAN "aur wo paper ridz key pass lakta hai aur room key baher jata hai
Out side house
{ koi nahi hai raat key 3:15 ho rahe hai sirf armaan aur us ki yaadeen hai jo us neh ridhima key sath guzare thi lonavla mein armaan park ki taraf jata hai jahan wo ridhima aur arima gaye thai armaan gar jane seh pehle wo sare yaaden taza karna chata hai }
{ armaan jese wahan pochta hai wahan per 2 log hote hai jin ka khod ka gaar nahi hai ek key hath mein drum hai aur dosra gana ga raha hai un ki nazar armaan per parthi hai aur wo song gana start karte hai }
Stranger 1 : so gayaa yeh jahan
{ armaan as pass dekte hai }
St 2 : soo gayaa aasma
{ armaan uper dekta hai }
A: keya howa ruk kue gaye
St: soo gayaa yeh jahan ....soo gayaaa aasma
Soo gaya yeh jahan... soo gayaaa aasma
soo gayii hai saari manzile ,o saari manzille
soo gaya hai rasta tim tim
A: soo gaya yeh jahan soo gayaaa aasma
so gaye hai saari manzile ,o sari manzilee
soo gaya hai rasta tim tim
A and St : soo gaya yeh jahan sooo gayaaaaaaaaaaaaa aasma
{ st:2 gane ki music de raha hai aur st:1 dance kar raha hai }
Armaan wo sare pal mein ko jata hai jo us neh ridhima key saath betaye thai... wo raat jo lonavla mein akele spend ki thi , wo barish , angle ka pa bholna .....khod ba khod armaan ki akoon seh aahsoon nikal ate hai 😭
A to GOD: mein bahut zada lucky hoo key mujhe ridhima jasi jivan sathi mile aur ek itne ache beti .. yeh dono mere jaan hai ..... meine tu soocha tha app neh mere kismat neh pyaar mohabbat jasi cheez dare he nahi hai bachpan seh mujhe kabhi itna pyaar nahi mila mujhe pata nahi tha key family hoti keya hai ma , bap , bhai yeh sab mujhe pata he nahi tha .............lekin app kisi key saath na insafi nahi karte hoo ssb ko ache lamhe dete hoo sab ka balha chate ho ab agar mujhe kuch ho bhi jaye mujhe gam nahi kue key mujhe pata hai app mere family ko kuch nahi hone donge .
St 1 : keya howa saheb kahan kho gaye
A: kuch nahi
St1: raat aayi tho woh jinke gaar the,
woh ghar ko gaye so gayee ,
raat aayi tho hum jaise aawara
phir nikle raahoon mein aaurrr kho gayeeeee
A: is gali us gali , is nagar us nagar
jaaye bhi tho kaha jaana chahe agar
St:1-A: O , So gayiiiii hai saari manzilee,
O , sari manzile
So gaya hai rasta
A: so gaya yeh jahan , so gaya aasma
so gaya yeh jahan so gaya aasma
{ gana gate gate wo log kab beach per a gaye pata he nahi chala 4:00 baj rahe hai armaan ko yahan akar wo pal yaad ate hai jo us neh ridhima key saath beech per spend keye the
Ato himself: es baar lonavala mein mere bahut sare yaaden hai... ridhima key saath , angle key saath , baki sab key saath ... pata nahi phir kab moka mile yeh sab lamho ko wapas jene ka armaan ko wo sare phal yaad ate hai
armaan samjta hai ridz us key samne hai
R: kuch mere suno , kuch apni kaho
hoo pass tho aise , chup naa rahoo ,
A: hum pass bhi hai , aurr dur bhi hain
aazaad bhi hai , majboor bhi hai
R: kyun pyaar ka mausam beet gaya
kyue humse zamanaa jeet gaya
Armaan ko hosh ata hai key yeh ridz nahi stranger bhol raha hai
St: haar ghadi mera dill gham key ghete men hai
jindagi dur tak ab andhere mein hain
andhere mein hainnnn, andhere mein hai
Armaan us key pass jata hai
A: O So gayi hai saari manzile ,
O sari manzile so gaya hai rasta
so gaya yeh jaahn so gayaaa aasma
soo gaya yeh jahan soo gaya aasma
{ Armaan un dono ko 1000 rupess deta hai }
St1: sukreya sahab uper wala app ki har murad pure kare
A: thanx
{ armaan thore dheer beche per behta hai thore der mein armaan so jata hai }
6 O clock
{ armaan uthta hai aur dekta hai key samne ek mandir hai wo wahan jata hai }
At home
{ ridz ko esa lagta hai key armaan nahi hai wo jaldi uthti hai }
R: armaan
R: armaan tum kaha hoo
{ ridz ki nazar wo paper per parthi hai jo armaan neh lika tha }
R: itne subha subha armaan kaha gaya hoga
6: 30
{ armaan abhi bhi mandir mein hai wo ajj bahut kush hai wo ajj sirf GOD seh bate ker raha hai us itna bhi nahi pata key 6:30 ho gaye hai phone bhi gaar per hai }
7:00
R: ab thak nahi aaya hai agar armaan ko kuch ho gaya tu ....mein sab ko batati hoooon
{ ridz sab key pass jati hai aur batati hai key armaan nahi hai aur usneh yeh paper chora hai}
Ra: wp baher gaya ho ga ajayga tum fikar amt karo
At: aur wase bhi wo bata ker gaya hai na
K: ek kam karte hai watchman seh ja ker pochte hai
An: haan
{ sab watchman key pass jate hai }
Wa: app sab yahan
R: wo app ko pata hai armaan kahan gaya hai
Wa: haan
R: kahan
Wa: wo raat key 3 bage mere pass aye the aur kaha
Ra: raat key 3 bage seh armaan nahi hai
Su: are u sure raat key 3 baj rahe the
Wa: haan saheb
RIdz start crying