Qazi ke lambhe lambhe baal
gore gore gaal
ne kardiya kya mera haal...
uska to har baat hai kamal
arshi apne apko samal! 😉
qazi ko bhejde koi mere nal
phir toh hojayega dhamal 😆
agar wo mujhse milaye apna taal😉
dalde uspe apna pyaar ka jaal😆
warna ho jayegi to kangaal😆
Toh lele saara Qazi ka mal
haye😉!!! main to ho jaongi mala maal😛
FG to reh jaaye ga kangaal.
FG to pehley se hi hai ek janjaal,😛😆
kaho,is ke bare main kya hai tumhara khayal😉
naik hai aapka khayal aur ker dikhaya aapney waqeyi mien kamaal
ab itna na hawa mien uriyega ke na sake apney aap ko sambhaal!
naik to hamesha se the mere khayal
per aap bhi hai bande bemisaal
isi baat pe mujhay gift main de do ek shaal
mangi to mangi sirf eik shaal
aap bhi hain apney aap mien aik misaal!
arey! kahan gaye QAZI ka khayal
maat chalo apni liya koi chal 😉
Keh k humari rhymeing ko chaal
tum ne kar diya hum ko behaal
maafi ka agar rakhti ho khayal
to lo ker k maaf hum ne tum ko ker diya kushaal
kyunki ye hai dosti ka sawal
Yeh keh k paaji😉 tum ne to ker diya dhamaal
hai main vari jaanvan, hoon main nihaal.