Originally posted by: lucky_rose
Tumhara koi BF bhi hai .tum ne kabhi bataya nahi???????kon hai kya naam hai kahan rehta hai...........😉.Rooma tum kahan rehti ho karachi main.😛
haan main karachi main rahti hon
aur mera bf kashmir main rahta hai ,singer hai,aur us ka naam qazi tauqeer hai😃
main ne dil main usay apna bf mana hai😃