SPEAK_NO_WORDS_PART_7veera was standing numb for few seconds but she realised soon what was happening and she pushed baldev away from her and said
Veera-baldev!bas bahaut hua tu bar bar mennu ye sawal kyu krta hai ki main tennu pyar krti hu,maine har wakt ek hi jawab diya hai aur ab akhiri bar sun le main tennnu pyar nhi krti! ab kabhi tu mennu ye sawal mat krna samjha tu!
Baldev-to kya kr legi tu ha bata na!main tennu ye sawal karunga aur har baar karunga tennu ki?mera mu hai main jo bolu tu kaun hoti hai mennu rokne wali?
Veera-tujhse mu lagna hi nhi chahiye tha amrit shai keh rhi thi tujhe to bas ignore hi krna chahiye
Baldev-oyee ab ye amrit kaun hai?
Veera-tujhse matlab?
after this argument got over veera without speaking anything walked away!
it was evening time now and veera was not feeling well,she was coughing badly and her body temperature reached to 106 degrees!she was laying on her bed and and was talking rest and amrit and aisha were talking care of her becoz ranvi was out of town and veera took promise from her friends that they will not inform her family anything related to her fever otherwise they will get worried!there baldev while arguing with veera dropped his wrist watch and he was searching for it all over after few time when he did not find his watch he called veera to ask for the same but veera to cuts his call he tried again n again but veera was not responding to his call now it was 10 0'clock at night and veera's fever went out of control amrit and aisha were in panic that what to do and veera was sleeping baldev ringed her again n this time amrit picked up his phone
Amrit-hello,main amrit bol rhi hu veera ki friend kya kaam hai boliye
Baldev-ji aap beera ko phone dijiye mennu us se gal krni hai aapse nhi
Amrit-nhi veera abhi araam kr rhi hai darsal shaam se hi uusse bahaut zyada fever ho gaya hai aur usne ghar pe kisi ko batane se mana kiya hai aur is wakt uski halat aur khaab hai badi mushkil se soi hai isiliye main usse jaga nhi sakti
Baldev-ki?? veera ki halat itni kharab hai aur mennu pata bhi nhi hai accha aap uska dhyan rakhiye main bas wahi ataa hu!uske parampujya veerji ko kya hua apni behn ka khayal nhi rakh paye wo?😡
Amrit-nhi wo out of station hai!
Baldev-yaar veera na kisi ko kuch nhi bata sakti hai apni jaan le legi lekin madad ke liye apna mu nhi kholegi ek number ki kamli hai wo! main aa rha hu
baldev hurried to veera's house
Baldev-ab ghar to aa gaya main uske par samne wale darwaze se nhi jaa sakta hu main warna veera ke baare me sabko pata chal jayega aur usko baad me daat padegi nhi nhi mennu kahi aur se jana padega ander,,,ek kaam krta hu veera ki khidki se chala jata hu kisi nu pata bhi nhi chalega haa ye theek rahega
baldev managed to climb vthrough a pipe n then he jumps into veera's room!
Baldev-veera!
Amrit-sshhh! dhaeere veera so rhi hai!
Baldev-accha main dheera bolunga ab!
baldev sits on the ground and he touches veera's forehead softly
Baldev-iska sar to bahaut garm hai!
he rubs her palm and asks amrit to bring fever tablets for veera
Amrit-yuvraaj!mera mtlb baldev dawa kaise khilayenge ye to so rhi hai
Baldev-fikr mat karo main aya hu na isse theek kr k hi jaunga!mere rehte isse kuch nhi hoga
amrit and aisha exchaned looks!😳
Baldev-veera,veera uth dekh dawa kha le tu warna theek kaise hogi tu to sherni hai mayoos acchi nhi lagti aur sherni kabhi past o kr nhi baithti dawa kha le phir jitna sher ko pareshan karegi na sher kuch nhi kahega(he spoke softly)
baldev kept veera's head on his lap veera woked up but she din't opened her eyes she took her medicine and baldev again made her sleep!
Baldev-amrit jaldi se rumaal ki gila kr ke laa aur sath me thora pani bhi le ana aur dhayan rakhna kisi ko pata na chale, main nhi chahta ki veera ki bimaar hone ki baat koi jane jaisa ki veera chahti thi
3 hours passed away it was around 1 o'clock at night baldev was leaving now
Baldev-veera ki tabiyat ab thodi theek hai aur mennu ab jana padega warna agar beiji nu pata chala to ghabda jayengi ki main raat ko ghar pe nhi hu,amrit agar kuch bhi pareshani ho to yaad rakhna phone hai,nera number hai aur main hu bas tu mennu phone laga dena main kabhi bhi aa jaunga aur veera nu theek krne vaaste jo kr sakta hu wo karunga bas tum dono ghayan rakhna iska ye aise chup si acchi nhi lagti mennu!
in morning when veera woke up she was feeling much better than last night,she asked amrit for water!
Amrit-ab bata veera teri tabiyat kaise hai?
Veera-main ab theek hu!
Aisha-thank god tu theek hai ab kal to humari jaan nikal gai thi aur theek kaise nhi hoti tu?baldev ne raat bhar teri sewa ki hai itna pareshaan tha wo tere liye usi ne theek iya hai tujhe
Veera-ki?baldev ayaa tha yaha pe raat me?
Aisha-raat ko 10 baje se yahi par tha wo tera fever bahaut badh chuka tha to wo khidki se jump krke ander ayaa tha taki kisi ko kuch pata na chale tere fever k baare me jaise ki tu chahti thi aur wo tera hath rub kr rha tha usne rumaal gila kr k tere forehead pe rakha aur usne se jo ban pada usne kiya tujhe theek krne k liye usne tera bahaut khayal rakha raat bhar aur tujhe dawa bhi khilai aur aur to aur usne ye bhi kaha ki wo raat ko kabhi bhi aa jayega agar tujhe koi problem hui to,just see veera kya kuch kiya usne tere liye ye sab unexpected tha especially baldev se ye sab ummeed krna
Veera-(in her mind)baldev ne itna sab kuch kiya wo bhi mere khatir par kyu?mera itna khayal bhi rakha usne!
veera was confused that why baldev took care of her if he meant her as his enemy!😕