Rana Ji toh bohot hi Tez 😎
Abhi Sona Sona karneke bawajood
Ranaji ne CPR diya Gayatri ko 😉 . (Even if it was imaginary😆)


Rolling Rolling Rolling Rolling 😆 😆

But why did Gayatri put hand on face kya CPR ka darr tha 😆 😆

Mein toh soch rahi hoon Rana Ji abhi Sona Sona karte hue itna kar sakte hain toh socho
SR ka toh kya haal hoga 😉😉😳 😆 😆
Bas Bas ab zyaada sapne mat dekho aur zameen par aajao 😆 😆 .