Originally posted by: erikalui
Pakhi: Ramu par humare bacche ka kya hoga
Ramu: Baccha? 😲Suhana: Baccha? 😲Pakhi: Ramu, humare pyaar ki nishani 😭Suhana: Ramu, yeh tune kya kia 😡Ramu: 😕 Maine kuch nahi kiyaPakhi: Uss raat ki baat hai Ramu 😭Suhana: Kaunsi raat ko tumne kya kiya Ramu 😡Ramu: 😕Pakhi: Yaad hai maine tumhara drink spike kiya aur humne Chikni chameli pe dance kiya aur phir ☺️Suhana: Ramu tumne chikni chameli pe dance kiya 😡Ramu: Main majboor tha Suhana 😭Pakhi: 😃
suhana: ramu..tumne mere saath accha nehi kiya...😭
Ramu: dnt cry..babe...😛
Pakhi:ramu tumne kya bola abhi...
Suhana: tujhe usse kya..SHEMAN.😡 ussne mujhe bola...😳
Pakhi: ramu..tumne abhi abhi angrezi main baat ki😲tumhe tho angreze nahi ati naa😕
Ramu:😕i got it...i got it..suhana tum hi mere saccha pyaar hoo..onlly phooor u maine anglishh larnd kiya😳
suhana:☺️
Pakhi:😲