Guys here goes 2day's epi..😆
Epi-40
Part-1
Neetu, Kamala, Kalpi... Everyone present in Kapoors Mansion..
Raghav and Gouri came. Raghav saw Kalpi and she saw him. Both were staring each other.
Kamala searching for Pandit who will fix the ceremonies.
Kam- Taai.. Panditji kaha hai?
Gouri mum for some moments.
Kam- Taai..
Neetu- Kamala tu bhi naa... Mehmaan ko baithne to de aur hamara to khaas rishtaa hone jaa raha hai. Ye hamare sambandhi hai.. Aap dono pehle baithiye.. Raghav baccha kaisa hai?
R- Am fine..
Paakhi smiled at Rags..
Kalpi turned her face away.. as soon as Rags turned to see her
Gouri- Wo hum log rasmo me bharosaa nehi karte.. Isliye shaadi me koi bhi rasam nehi hoga..
Kam- Taai ye aap kyaa keh rahi hai? Rasme hi to shaadi ke bandhan ko aur bhi pavitra banate hai..
G- Par mai aur mera beta inn sab me bharosaa nehi karte..Isliye sirf do chiz hoga ek,, engagement and dusraa court marriage ..
Kam- Par..
Saahil- Thik hai Mrs Singhaania.. Hume koi problem nehi hai. Sirf itnaa bataiyye ye dono kab hoga?
G- Agar aapko koi problem nehi hai to hum kal engagement and day after tomorrow hum log shaadi karwa dete hai..
Kalpi was not able hear it anymore. She went to the terrace of the building and started crying. She cried hard supported by the railings of the building. Then she sat down...Crying..
Background music..
http://www.youtube.com/watch?v=45BDFVwEDgg
Aa ha.. aa.. ha..
Aa ha.. aa...
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla..
Aa.. Aa.. ha.. aa.. ha..
Aa.. ha.. aa...
Kalpi cried remembering old moments wid Rags..
Kalpana came outside the office and stood alone under a tree.
K- Sry Raghav! Agar mai jyaada der waha rukti to mai bol deti ki mai tumpe utna hi biswas karti hu jitna khudpe. Aur mai apne aap pe sabse jyaada biswas karti hu. I know what I have to do!
K- Aaj saare trust toot gayi Raghav.. Mai galat thi jo tumpe utnaa hi biswaas kiyaa jitnaa khudpe karti hu..
Jiske aane se muqammal ho gayi thi zindagi
Dastakein khushiyon ne di thi,
Mit gayi thi har kami
Kyun bewajah di yeh saza
Kyun khwaab de ke woh le gayaa
Jiyein jo hum lage sitam
Azaab aise woh de gayaa (Azaab: pain)
Main dhoondne ko uske dil me jo Khuda nikla
Main dhoondne ko uske dil me jo Khuda nikla
Pataa chala ke ghalat leke main pata nikla
Pataa chala ke galat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane me jab wafa nikla aa...
Kalpi climbs the ladder and gets busy...
Raghav was walking there and saw the ladder was about to fall...
Raghav- Kalpi...
He came from opposite side ...
Hearing Raghav's voice she turned..
K- Kya ???
She lost her balance and fell on Raghav and all the strings of marigold flowers rested on top of them...
Kalpi slowly took her face up from his chest to see his face..
R-Kalpi you ok ?
K- Haa ! Thanks...
R- Your welcome...But mujhe bohut maza aaya tumhaare niche letke...
Then Kalpi realized her whole body was rested on his...His hands were on her back and waist...
Aa ha.. aa.. aaha..
Aaha.. aa...
Dhoondta tha ek pal me dil jise ye sau dafaa
Hai subah naraz us bin roothi shaame din khafa
Woh aayein na, le jaayein na
Haan uski yaadein jo yahaan
Na raasta, na kuchh pataa
Main usko dhoondhunga ab kahaan
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Main dhoondne jo kabhi jeene ki wajah nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Pata chala ke ghalat leke main pata nikla
Main dhoondne ko zamane mein jab wafa nikla
Main dhoondne ko zamane mein jab wafa nikla aa..
aa... o... aa...
Woah... hey aye ayee ye...
K- Raghav mujhe tum kaha le aaye ?
R-Shhh !
Then he opens the cloth from her eyes.Kalpi was amazed by the view. She could see stars on down or must say lights of numerous houses blinking in the dark and it was looking like a net made by stars...
K- This is beautiful !
R- Yaha kuch khatam nehi hota..
Kalpi turns her face and looks at Raghav.
R- Aise mat dekho..Come
Raghav take Kalpi's hand and brings her near the car..
R- Utho...
Kalpi looks at Raghav with confusion..
K- Kaha ?
R- Engine ke upar !
K-Kya ?
R- Isse zyaada kya kahu ?Gaari ke engine me baitho and front view glass ki upar let jaao.
Kalpi don't ask anything and do what she is told.
Then Raghav himself lay on the top of the car near Kalpi.
K-Ab ?
R- Aasmaan ko dekho ..
Kalpi looks at the sky ...The stars with the full moon was giving the sky to hold its charm.
K-wowww !...
R- Acchha laga ?
K-Bohut...
K- Raghav tum itne bare dhokebaaz nikloge Maine kabhi nehi sochaa tha..
Part-2
Raghav managed to come at terrace. He saw Kalpi sitting and crying.
R- Kal.pi..
K- Tum yaha ab kyu aaye ho? Ab kya chaahte ho.. Mera sab kuch to le liyaa tumne..
R- Kalpi tum mujhe galat samajh rahi ho..
K- Galat? Mai tumhe galat samajh rahi hu.. Kis angle se Mr Singhaaniaa? Maine jo aapke saath rate bitaayi hai usi ka ye inaam hai naa?
R- Kalpi tum hi sab kuch ho mera..
K- Aur kitnaa jhuth bologe tum Raghav?
Raghav catch Kalpi's shoulder..
R- Kalpi mera baat to suno..
K- Apna haath hatayiye Mr Singhaania..Aapka koi haq nehi hai mere upar..
R- Kalpi listen to me..
K- Raghav tumhe kya lagta hai.. Mai tumhe apne saath fires khelne dungi.. Remove your hands..
R- Kalpi tumhe kyaa lagta hai mai tumhe dhoka de sakta hu?
K- Pehle nehi lagta tha isliye to maine apne aapko tumhaare haath soupa tha.. Kitne rate bitaaye ek saath.. Lekin mai galat thi.. Tumne mujhe dhoka diyaa.. nehi tumne mujhe maar daala Raghav.. You killed me...
Suddenly both of them heard a sound.. Both of them looked at the terrace door..
Kamala was standing at the door.. The plate which was in her hand fell down..
Part-3
Kalpi- Aai..
Kamala came near both of them..
Kamala's eyes became red in anger and tears flowed out..
Kam- Kalpi tu aur Raghav baba ek saath raat bitaayi?
R- Kamala maa..
Kamala shows an indication through her hand to Rags to stop..
Kam- Mai iss larki se puch rahi hu..
Kalpi who was trying to explain and convince her mother now stopped when she heard iss larki' from her mouth..
Kal- Aai?
Kam- Mat bol mujhe aai.. Mai teri aai nehi hu.. Tune mere sanskaar ko mazak banake rakh diyaa.. Meri Paakhi ke saath tu ye kar kaise sakti hai? Wo Raghav baba se pyaar karti thi.. Aur tune apne jism.. chi..
Kal- Aai tu ye kaise bol sakti hai?
Kam- Mai Vitthal ko ye sab nehi keh sakti.. Lekin tujhe ye baat acchi tarah se bol deti hu kal Raghav ka aur meri beti ki sagai hai.. Usme mujhe tamashaa nehi chahiye.. Ye baat acchi tarah se dimaag me ghusaa lenaa.. Meri asli beti kaun hai wo mujhe aaj pata chal gaya.. Isliye aaj se naa tu meri beti hai naa mai teri aai... Hamare bich saare rishte khatam.. Tu sirf mere liye Vitthal ki beti aaj se.. Mera tujhse koi naata nehi.. Meri Paakhi ko chot pohuchaane chali thi naa.. Meri sanskaar ka dhajiyaa uraa diyaa tune..
( Turning towards Raghav) Mai aapko bhi maaf nehi kar sakti Raghav baba.. Meri mari hui beti ke saath aisa kiyaa lekin aapse binti hai meri jo beti zindaa hai uske saath aisa mat kijiye.. Bhul jaayiye iss larki ko..
Kalpi murmured- Mari hui beti..
Tears rolled out from Kalpi's eyes..
Kamala left..
R- Kamala maa aisa kaise keh sakti hai? Mai jaake unse baat kartaa hu..
K- Nehi Mr Singhaania aap kuch nehi kahenge.. Waise bhi hum dono ke rishte me kabhi maa-beti ki ehsaas thi hi nehi.. Aaj wo dor puri tarah se tut gayi.. Aur isme sabse jyaada dosh aap hi kaa hai..
Kalpi left Raghav stood on the terrace like a lifeless body..
Precap-Saahil, Pratyush and Tarun in one room..
Saahil- Humne jo Mr Singhaaniaa ki murder ki hai naa wo kisiko pata nehi chalnaa chaahiye
P- Haa humne bis saal pehle ek saath Singhaania ka murder kiyaa tha..
Vitthal was hiding outside.. He recorded this conversation on his cell..
Suddenly Tarun saw him in the front mirror..
Vitthal ran Tarun ran to catch him...
Hope u guys liked today's epi. And as always give me your feed backs and likes !
Love u all!!❤️
Edited by mimiunisha - 11 years ago