Bahut saalon pehle sidheswar baba kailash parvat par tapasya kar rahe they..maathe par chandan ..unki tapasya kabhi nahi tootthi thi sivay ek pal jab unki sevika ameeta nagin dance kar ke "ek hazaro mein meri behna hai" gana gaati thi..siddheswar baba apni laal laal aankhein gol dete they aur kailash se khud jate they...neeche aa kar dekhte they bahut sare bhakt jan khade hai..gad gad ho jate they..saare bhakt jan ek hi baat kehte they virman ke darshan kara denge...Sid kehte they haan haan bas ussi ke liye tapaskya kar raha hoon bahut jald tumhare gharon mein virman ko adhbhut aditiwya roop me dekgoge tum sab...meri nagin apne jeher ughal rahi hai..matlab virman ko taiyaar kar rahi hai...bas intzaar aur intzaar...
Bhakt jan ko baba sid ullu banane me ustaad they..unki nagin isse bhi do kadam aage thi...usne virman ko bhejne ke liye failaya ki virat khud ki zindagi baayega..uska struggle dekho..bhakt jan sab khushi se pagal ho kar apne ghar jaa kar beth gaye...
nagin ye sab dekh ke nagin dance karne lagi khush ho ke..." main bhakto ki dushman dushman wo mere ullu banaungi roz raat savere"
bhakto ko dekhne ko mila sab kuch sivay virman ke..virat career ke liye bahar chala gaya nagin usse kyu dikhayegi..naam bas de diya virats career track..
baba sidheswar to ab na kuch sunte h na bolte hai...suna hai nagin ne unhe das liya hai..!!!