Originally posted by: Pooja_Ch
Mahaan Bua ka Mahaan Beta and Uski Mahaan Biwi ! Haaye re sab kuch Mahaan hai ! Tyaag b Mahaan tha.. Shaadi ki drama b Mahaan tha.. Ab pata nahii or kya kya maahan drama dekhne ko milega ! 🤣
ek din isi mahanta iss show ke mahan end ke reason ban jaayega...😆😆