jst wen it got interestin...
thnk u fr finally remebrin...
🏏T20 Asia Cup 2025: India vs Oman, 12th Match, Group A at Abu Dhabi🏏
Mannat Har Khushi Paane Ki: Episode Discussion Thread - 28
Bigg Boss 19 - Daily Discussion Topic - 20th Sep 2025 - WKV
Deepika starts shooting for King
Armaan has always been the victim
Yeh Rishta Kya Kehlata Hai Sept 20, 2025 Episode Discussion Thread
Appreciation Post for Ruheen
🏏 Asia Cup 2025: Sri Lanka vs Bangladesh, Super Four, Match 1 Dubai🏏
Anupamaa 20 -24 Sept 2025 Written Update & Daily Discussions Thread
Veer Hanuman - Chat Club #4
Singer Zubeen Garg Passes Away
Aneet replaces Kiara in Shakti Salini
Book Talk Reading Challenge & Book Bingo ~ Oct 2025 Sign up open!
Fav contestant this year?
Downfall is Real! No one even cares for SPA pics this year
Homebound - OSCARS 2026 Official Indian Entry
These were Deepika's demands for Kalki
Star Parivaar Ki Favourite Saas
“Why aren’t Bollywood actresses supporting Deepika? - Upala KBR
Akshay Kumar Is Back To Giving Hits
Finally it is time for the last part!!!😃sorry for taking it too long.😳 I know how much disgusting it feels to read the next part when u already have forgot the previous part specially when u r an obedient reader😆 ...ok next part😊
PART 3
It was about 12 p.m.Virat was about to leave.He was sure that nobody would support him in his decision.Still he badly wanted to do this.He could not think for others anymore.He was about to step out of the house & Vanshika came there.
'Virat?'
'Mom,plz aap mujhe maat rokna,iss bar.Main nahi rukne wala!'
'main janti hoon beta.main tumhe rokne nahi aayi hoon,jab main janti hoon ke tum saahi karne ja rahe ho toh ek maa hone ke haisiyat se main tumhe kaise rokungi?'
'Thanks mom.main janta hoon mom ke aap ko meri bohat zyada parwah hain lekin mera yakeen ki jiye iss se main sab se zyada khush rahunga!'
'mujhe pata hain Virat.pehle jab maine tumhe rok diya tha uss waqt sayad meri andar ki maa bohat kamzor par gayi thi,lekin iss bar mujhe aapne bete pe naaz hain,uss mein itni himmat hain ki woh aapne dil ki sunta hain,kisi ke samne jhuk nahi jata!'
He was relieved that his mom this time was with him.He didn't need anyone else now.It was enough for him.He hugged her tightly.He knew that his mom had to suffer too much in life.She was never given the importance that should be given.Her sacrifices were never counted,her tears were never noticed.It was another reason besides Manvi's wish.He didn't want to disobey his mother.If he also did the same thing with her,then he was not capable of being her son.He thanked God for this approval of his mother...Viren & Jeevika came.He came to Viren.Viren hugged him.
'Finally Virat tu ne aapne dil ki suni.aaj main bohat khush hoon...best of luck!main janta hoon iss bar tu khali hath nahi aayega!'
'Thanks bhai!'
Jeevika was still feeling guilty.If she had the courage to reveal the truth before,nothing would happen.Things would not go this worst.On the other hand,she was happy.Finally, today she had the courage to stand for her sister & her happiness.She was not strong like her young sister but she was not that much weak.
'Virat mujhe maaf kar dena.meri wajah se saari chize ulajh geyi thi.agar maine pehle hi himmat ki hoti...'
'Bhabi plz aisa maat kahiye!yeh baat toh main bhi keh sakta hoon ke agar maine pehle hi aapne dil ki baat sun li hoti toh!actually woh hi hoga jo hona hain,iss liye aap ko guilty feel karne ki koyi jarurat nahi hain.ulta mujhe toh aapko thanks keh na chahiye ke aap ki wajah se hi aaj main aapne dil ki baat keh paya!'
It was early morning.Manvi was in hospital.She just woke up.She found Dabbu there with her.Beeji & chachu might return home to have some rest.She found it the best opportunity for her.Since past few days,she was lying in the same way in this hospital bed.She needed to warm her body up,to walk a little bit.She knew that gangaghat still was not crowded.At this time gangaghat seems really quiet & peaceful.She wanted to go there.She forced Dabbu to take her there.At first he was not ready but she was capable of getting the things done she wanted to like wise she forced Viart to marry Maya.She knew that by this morning Virat & Maya must be newly wed happy couple.
Manvi was sitting on the stairs of Gangaghat.She was sitting on the stair that was visible last up the water level.She spread her legs & let them get wet.The water was cold,very cold.She pulled her legs up,her body was not able to bear this.Dabbu was sitting with her.She felt irritated with his presence.
'Dabbu tu abhi ja,mujhe akele rehna hain!'
'Di main aapko nahi chod ke jayunga.pehle hi aap bahar aayi ho woh bhi beeji ko bina bataye,pata nahi beeji mera kya haal karengi yeh jan kar?!'
'beeji jo bhi karengi woh usse toh behtar hi hoga jo ki main abhi karne wali hoon tere sath!plz Dabbu jana yahan se!'
'aap ko jo bhi kar na hain kar lo,main nahi jayunga!'
'meri behen ladkiyo jaise zid anhi karte!tu jata hain ke nahi????!'
'main abhi kaha jayoon di?'
.thik hain jaa kar dekh ki prashad taiyar huya ke nahi!jab tak tujhe prashad na mile yahan maat aana!'
'thik hain di,main jata hoon.lekin aapko agar meri jarurat pade toh plz mujhe bula lena,main aa jayunga!'
She was sitting there with a heavy heart.It seemed like an age since she had shared her feelings with someone.She felt like talking to someone,someone with whom she could share her feelings.She found the best way out.She started talking to her parents.
'mamma-papa mujhe bachpan se aisa lagta tha ke aap log di ko mujh se zyada pyar karte ho,lekin phir meri yeh galat faimi dur ho gayi aur mujhe pata chala ke aap log mujhe zyada pyar karte ho aur issi liye mujhe aapne pas bula na chahte ho jald se jald.yakeen mano main bohat khush hoon lekin pata nahi kaise mujhe zindagi jeene ki itni chah ho gayi!aur woh bhi kisi ke sath jeene ki!par jo hum chahte hain woh thode hi na hume milta hain...ab koyi chah baki nahi hain,ab main aaram se aapke pas aa sakti hoon.sab apne apne life main khush rahenge aur iss dourti huyi zindagi mein kaun mere liye waqt nikal payega,mujhe yaad karega!main aap logo ke pas hi thik rahungi.'
She turned her face & put her head down on her knees.Tears started to flow silently. Someone sat beside her.She could feel someone's presence.She thought it to be Dabbu. He came to disturb her.She got angry & looked in front.Her eyes were widen to see someone unexpected.In the water she saw his reflection.How could his reflection come here?She was puzzled for a moment.Then she realized that it was her illusion.She was missing him badly,that's why she was seeing his reflection.She gently touched the surface of the water so that her illusion could be broken.
'nahi Virat,ab sayad tumhe yaad kar ne ka haq bhi mujhe nahi hain!'
'asia tum se kis ne kaha?tumhe pata hain jitna haq mera mujhe pe hain usse zyada haq mujh pe tumhara hain!'
She was shocked to hear his voice & she turned to her side & saw him sitting.She was daydreaming!!!Had she gone mad or something!!!She touched his cheek with her finger tips.
'Virat woh mera sapna nahi tha?tum sach mein the?'
'yes partner main tha,main hoon aur main rahunga,hamesha tumhare pas,tumhare sath!'
She was still not getting the whole thing.How did he come here in this morning?What was about his marriage last night?Was Maya also here with him?
"Virat tum yahan kya kar rahe ho?Maya bhi yahan hain?'
'nahi sirf main hoon.main yahan tumhare pas hoon!'
'yeh tum kya keh rahe ho?yeh sab kya hain?'
'well woh laambi story hain,woh tumhe fursat se batayunga...abhi ke liye main tumhare pas hoon,yeh kafi nahi hain?'
'kya pagalo jaisi baatein kar rahe ho?mujhe kuch samajh nahi aa raha hain?'
'haan pagal toh main pehle tha jo aapne dil ke itne bar kehne par bhi nahi suni.yeh nahi socha ki tumhare bina main kaise jiyunga,kya karunga!'
'plz Virat mujhe thik se batao warna mujhe heart attck aa jayega!'
'uski jarurat nahi padegi...thik hain suno main saari baandishe tod ke tumhare pas aa geay hoon.ab mujhe kisi ki parwah nahi,kisi ka dar nahi.ab mujhe sirf tumhari fiqr hain.'
'toh phir Maya?'
'Maya...usse bhi yeh dikh geay ke main tumhare bina zinda nahi reh sakta aur ek maare huye insan se shadi kar ke usse aapni life thode hi na barbaad karni hain!'
'tumhe mazaq sujh raha hain!!!'
'mazaq nahi,yeh hi mera sach hain!main sirf tum mein hi hoon!'
'nahi Virat plz chale jao!tum kyun aapni life mere sath barbaad kar na chate ho?'
'aapne dil pe hath rakh ke kaho kya tum jo bol rahi ho wohi sach hain?agar hain toh kyun tumhari ankhein tumhara sath nahi de rahi hain?kyun tum achanak se bimar ho gayi ho?'
'tumse kis ne kaha?main thik hoon!'
'mujhse jhoot bol rahi ho yah phir khud se?main janta hoon ke tumhari health pehle thik thi lekin shadi ki news ke baad se tum phir se bimar ho gayi ho!'
She was silent.She understood that he had come to know about all the truths.
'toh phir kyun mujhe aapne aap se dur kar rahi ho?'
'Virat main nahi chati ke tum life mein kabhi bhi pachtao.'
'par kyun?main khud tum he chahta hoon..iss mein guilt ki koyi baat hi nahi hain!sab ko apni life jeene ka haq hota hain,main bhi apna woh hi haq chahta hoon!'
'mere sath?'
'nahi aapne partner ke sath,jo ki life ka ek ek paal nichod ke jeena chahti thi,jo jitni bhi problems kyun na aaye daar ke unse bhagti nahi thi,khul ke sab ko aapna leti thi...aapne aap se puchho kya tum wohi Manvi ho?'
She realized that he knew her more than she knew herself.His words gave her the hope with which he was living.
'Itna bharosa hain mujh pe?'
'Tum pe nahi,aapne pyar pe,humare pyar pe!'
'hamesha mere pas rahoge,mera sath doge,chahe kuch bhi ho jaaye?'
'chahe kuch bhi ho jaaye!!!tum meri partner sirf aaj ki nahi,naa hi kal ki,zindagi bhar ki partner ho tum meri!!!'
One tear drop fell out of her eyes.She was lost in his eyes & words.She had lost in front of his faith,hope & love!She closed her eyes & hugged him.She for the moment forgot all her fears,pain & wanted to be lost in his arms.He held her tightly to give her the comfort she needed.They both found heaven in each other's arms.He kissed her head gently.
Finally they found their way back to each other.
THE END
hope that it was worth waiting for u all...i have not disappointed u all😊
& yes I know that u all don't like the sad ending OSs but now a days I m only writing sad ones except this 😳.so for u all here is a small VM on VirMan.it's hardly of one minute.it's on their staircase scene😃😍...sorry for my bad editing & VM making skills 🤔
Hope u all will like it...😊
leave ur comment sweeties 🤗