Originally posted by: ShagufElina
Mj: Dil ki fitrat nahi jaanta...
Mohabbat kya hai nahi jaanta...
Jab se hui dil mein teri aamad...
Yeh duniya kya hai nahi jaanta...
Tara:
Ek shaks aaya zindagi mein...
Ruthi hui taqdeer manane mein...
Main ban gayi hun uss ki talabgaar...
woh lag gaya meri zindagi banane mein...