I mean use dikhta nahi MJ kitna naraz hai usase. Kuch kehta nahi lekin uski aankho me uske attitude se dikhta hai ki wo tara se kitna naraz hai. I m so happy ki aaj usne apna gussa bahar nikale. Ab main chahti hoo ki MJ use ek thappad to laga de. Sidha sadha pati tara ko raas nahi aata uske liye pehle wala MJ hi thik hai.