haan yaar nishu... i wish if they were nominated... 😭waisey yaad hain... drona kii death ke time jab krishna nee unhe free ka geeta gyan diya tha tab maine kahan tha karn koo bhi free ka gyan milega... aur dekh actually wohi huya...😎
yes sab ko free gyaan mila but it really sad mamashree aur durijaan ko kisne gyaan nhi diya😭😭 btw ria u saw the segment shah said- mamashree ko ek adap mara tha real main😛🤣