Originally posted by: ifians
haan yaar... sach mein coma wala papers🤢
actually u know i was totaly clueless about the reaction part..😆... actually aisa kuch maine kabhi likha hi nahin... mummty pappa ad bache wala seq🤣... aur waisey bhi aur koi couple hota too thik hain.. but when you are writting in rantara... bahut samhalke likhna parta hain yaar... kuch bhi jyada ho gaya too OTT ho jayega... which i hate most🤢... too maine uss part koo short kar diya... 🤪... ab pata nahin... joo hain jaisa hain... tumhare samne hain🤣