jab antu Medical box le kar antu gayi terrace par to Raghu kya kar raha tha 😲
srif face par pani dal raha tha thode hi koi bath le raaaha tha 😃
antu to aise face turn ki laga jaise usko GM start ho gaya 😳
arrey Dr ke beti ji kahin to GM band rakh akro ab face wash karne mein hi tum to start ho gayi 😆 😆 😆
control Antu darling control 😉