yaar abhi bhi to gussa hai ................................aur jab tak shanky zinda rahega woh gussa hi rahegi..................kam se kam shanky ke marne ke baad to ridz ko mana lega
yaar yeh bhi baat sahi hai... 😆 😆 chalo lets get a machine gun.... 😆
arre bcoz ek nahi atleast 200-300 goli marni hai.. 😆
chinta mat karo yaar.....shanky ki toh.. 😆 😆 ghar se hi uthva lenge.. 😆