"Mein aapko bata nahi sakta ki aaj yeh din mere liye kitna khaas hai
aap ek khoobsoorat sapne ki tarha lagrahi hai
Ek aisa sapna jise mein apni aankhose dekha tha
Aur aaj apne aankhonke saamne poora hota haa dekhra ha hoon
Main aapse bohot pyaar karta hoon
Itna pyaar karta hoon ki mein aapko bata bhi nahi sakta
Meri jeene ki wajah bhi aap hai
Maksat bhi aap aur meri zindagi bhi aap hai
Main aapse bohot pyaar karta hoo
Bohot pyaar karta hoon aapse"
Mr. Raghavendra Pratab Singh