Waqt gujrta raha par sanse thami hai,
Muskura rahe hai hum par ankhon mein nami hai,
saath hamare yeh jahan hia saara par na jaane kyun aaj shera ki kami hai...
shera to herself....
jahan mein teri yaadon ke siva kuch bhi nahi ,
dil mein gujri baaton ke siva kuch bhi nahi,
tu jahan bhi rahe khush rahe veer ....
mere labon pe tumhare liye dua ke siva aur kuch bhi nahi
shera to veer...
kabhi apse ajnabi bankar mile the ,
na jane kyun yunhi apse milte chale gaye,
hum toh aapko dost banae wale the magar aap toh dhadkhan bante chale gaye
veer to dharam....
e dost teri dosti k liye duniya chhod denge,
teri taraf aaye har tufan ko mod denge,
lekin tune kabhi jo saath choda ,
kasam se teri haddiya tod denge
shera to veer ...
kitna bhi chaho na bhul paoge haemin,
jitna dur jaoge nazdik paoge hamein,
,mita sakte ho to mita do yaadein meri ...
magar kya sapno se juda kar paoge humein...