Mohit: Jab tum kailash mein pehli baar meri dulhan ban keh mere saath chalogi, woh raat itni sahi hogi keh wahan se dekhte chaand sitare hamare milan keh gawah banenge aur hamare baad vivaah karne wale har jode ko hamari misalein denge. Us raat is bhavan mein roshni nahin sirf chandni barse gi.
Slowly mohit dresses Sona with flowers and takes her into his arms
Mohit: Duniya ki sab se khoobsurat ladki joh sirf meri ho chuki hai hamesha hamesha ke liye.
Sona:Sharam ke maare woh bhaag kar phulon ke paas jaati hai
Mohit walks slowly towards her and starts caressing her body and says to sona
Mohit: hum se bachkar jaaoge kaise.. apne dil se hame nikaaloge kaise .. hum woh khushbu hai jo saason mein baste hain ... kud ki saanson ko rok paaoge kaise...
Sona sharma janti hai mohit ke bahon mein...
Then slowly they walk towards their bed made of flowers. Mohit takes Sona into his harms and their heart beat starts to rise...They are so close together to each other that nothing else exists besides their love.
Mohit: Kya yeh sach hai keh tum zindagi bhar mere dil keh itne paas raho gi. Aur yeh bhi keh main who khush naseeb hoon jise tum apne din apni raatein sonpo gi."
Sona: Haan Swamy, itni shiddad se maine aapko paane ki koshish ki hain...ki har zarre ne mujhe tumse milane ki sazish ki hain. Kehte hain ki agar kisi chiz ko dil se chaho to puri kaynath usko tumse milane ki koshish main lag jaati hai.
Mohit: Main nein tumhari zindagi ke do pal apne paas rakh liye hain, aur apni zindagi ke do pal tumhein de diye hain. Ab yehi do pal hamari nishani hain hamari kahani bhi. Inhin do palon ke sahare hum apni zindagi ji lenge' lekin haste haste aur khushi se. Na hi hamari mohabbat kam hogi aur na hi hamare farz adhure rahenge.
Slowly Slowly Mohit lays her down...
At last two souls becomes one...
Edited by anika97 - 12 years ago