ha sachi ab mujhe thoda thoda samajne laga hai ki vo kya kehta hai, aur explanation ka kya karu yar mujhe hi nai samaj raha ki ise kaise samjhaun 🤣
LOL!!! 😆 😆
ye tu usse kaise explain kar rahin hain?? 😆 😆
ye bhi na..hume uski baasha sikhake hi chodega! 😲