Originally posted by: Tarakari
par woh toh narmdil wale log nahi hai, woh log jaanwar se bhi battar hai. Unhe saza dena bura nahi ho sakta kiun ke unhe is bare me koi bi pachtawa nahi hai.
maine kaha na unka best punishment hai unhe namarad bana do😡