chapter 1leaving behind memoriesmanyata's point of view
what had just happened?everything finished ,uday left me ,he went with jay !i lost him and that so forever!how could uday just bilieve something easily,has his heart lost faith in me?(tears trickling down her rosy cheeks)
flashback
the raaj abhishek competition
princess woh kya hai naa humaara rishta he kuch aisa hai,jub tu bhool jaate ho k tum kon ho humein tumhey yaad dilaana perta hai.jitna acha tum khud ko nahee jaante jitney achey sey hum tumhey jaantey hain! ends
uday toh phir aaj kya hogaya! (after analyzing the whole scenario) manyata wipes off her tears and fixes her hair and calls the staff
manyata:seema jee ,surgeet,suhana
staff:jee yuvraani saa
manyata:aap loag humaare packing kerein ,hum devgadh jaa rahein aur woh bhe jald sey jald !
staff:jo hukm
staff leaves
manyata:uday shaayad yahee takdeer ka faisla hai,shaid tumhara aur mera aik hona kabhe likha hee nahee tha!tumney aur jay ney hee humesha aik hona tha k aaj itna sab kuch honey k bawajood aaj bhe tum aur woh aik ho aur main jaantee hun mainey tumhey bohat dukh diya hai aur main tumhey deserve nahee kertee.uday ho sakey toh mujhey maaf kerdena liken ab main tumhare aur jay k beech nahee aaon gee!main aur kisi ki khushion key aarey nahee aana chahtee .isliye main jaa rahee hun ,mujh main itnee taaqat nahee k main is sab ko yahaan reh ker bardaasht ker sakoon!is main jay ki bhe koi galtee nahee hai,yeh jang uskey aur merey pyaar k beech the jismey main haar gayee
aur ab main is sab ko peechey chor ker aik nayee shuruwaat keroon gee jismey main sirf aur sirf apnee riyaasat aur pariwaar ki khushiyon ka khayaal keroon gee .waqt aagaya hai k main ab apnee gadee ki taraf asal farz nibhaaon.ab is pariwaar per kisi gham ka saayaa nahee aaney don ge main .aaj sey aik nayee manyata ka janm hua hai,jo bohat mazboot hai (a lone tear trickles down her cheeks )
manyata touches the photo frame that hung on her wall of her and her family she puts her hand on it ,thakes it off the hang and keeps it on her chest and just breaks down
manyata:bohat bohat bohat mushkil honey waala hai aap sab ko chor k jaana .maa daata main aapkey baghair kaise reh paaoon gee ,jab main pereshaan hun gee toh kis key paas jaaon gee.she then touches DS in the photo and says dadis sahb ab aapkee manyata sab theek kerdey gee!
she hold on tight to the frame and finally gets up after remembering the time from her enterance in to manyata's life and how her mother use to support her,times she spent with uday
unatti and vijay enter from the back
manyata quickly wipes off her tears and becomes normal and unnati runs to her and hugs her and cries her out but manyata remains strong.vijay watches this with sadness
manyata cups unnati's face and makes her sit down and pacifies her
manyata:unnat kya hua,humey hosla deney waale khud kyun toot rahee hai
unnati:manyata toh aur kya kerein hum ,dada jo ker rahein hain woh theek nahee hai .dada khud bhe itnee dard sey guzer rahein hain tmhein apne ap sey door ker key.aur manyata tum devgadh jaa rahee ho per kyun?hum abhee jaa key dada ko sab sach bataa dain gey
manyata:nahee unnati tum aisaa nahee kero go mere liye,ab humaare aur uday ka rishta khatam ho chukaa hai aur ab hum uday ko aur dukh nahee dena chahtee.jab main uday ki zindagi main nahee the toh uday zyada khush tha,us ke zindagi main yeh sab mushkilein nahee theen.aur tumhey meree kasam tum uday ko kuch nahee batao gee,usey aur jay ko aik nayee zindagi shuru kerney denee hogee.uday ney jay ko khud chunna hai aur yeh uskee zindagi hai aur tumhey uskee behan honey k naate uska saath dena hoga .uday bohat dukhi hai usey tumhaare zaroorat hai
unnati:aur tumhey manyata ?tumhey hosley ki nayee zarrorat k tum sab sey door jaa rahee ho. (wiping her tears)
manyata: (regained her posture) and said unnati main sambhal loon gee ,mera yakeen kero ,mainey jo faisla liya hai bohat soch samajh k liya hai aur ismey hum sab ke behtaree hai aur ab main apne parivaar aur riyaasat k liye jeeon gee.aur is main hum sab kee behtaree hai .unnat ab mujhey jaana hoga,agar maa aur daat aa gayee to merey kadam kamzor per jayein gey. she hugs unnati and stands up and goes to vijay
she hugs him and tells him that now he has to handle everything here and she leaves...
ONE YEAR LEAP...AFTER ONE YEAR LEAP LIFE IN NEXT CHAPTER
okay guys this was chapter one and was dedicated to manyata ,the next chapter will be on uday and the next chapter will take you into a totally new umm ambiance this is just the beginning .
manyata has left
what will happen now?
what will happen after on year ?
what has changed?
please give us your feedback and dont forget to click the like button if u want me and vampy to continue it