Originally posted by: lovelyprincesst
WHAT😡
tumhara dimaag khiskela hai yah kya??
itne kam offer to saare red nikaljate hai to dehte hai..
abhi 1 corore or 75 lacs game main hai ...
pagal khane ka doc ko bhulana padega tumhara dimaag check karene ke liye..
hamara boss tumhare sath hai to kya??
khud ka rules chalaogi??
offer rise karo warna😡
oyeeee tashu dont u dare threaten my banker
apun uske saath hai offer sahi hai lena hai to le nahi to game chhod dene ka samja kyaaa
2 red 2yellow nikala hai to yahij offer hoga
apne dost ko kah do ab chhota baksa kholegi to offer jyada hoga
apun ka banker ko khali peeli kuch kaha to tera paisa bhi udda legi samje kyaaa😡
maalom hai na is banker ko apna protectin hai
haath nahi lagane ka samjaa😡