s😆Originally posted by: chatterbox
yeh lo kya vanita ko daraya apun ne😈
yeh tashu bhi na kisi kaam ki goondi nahi😡
apne boss ko nahi pehchanti and rona shuru kar diya😔
arre apun yeh post nahi banane wali thi but fir vani doosra baksa poochegi to yeh to batana hoga na mere bakse mein kya tha
arre oh samba
kitna rupiya hai mere b akse mein
sardar poore 250rupiye
suna vanita
apun ke bakse mein hai poore 250 rupiyaaa
apun tere ko aise hi daraya
woh kya hai na tu apun ke banker ka darling hai😳
banker ko tu bahut p asand hai😃
isliye tere se cheating nahi karne ka yeh apun ka banker ne kaha
apna baksa mein ek crore nahi hai sirf 250 rupees hi hai
mazza aayaa naaa 😆😆
naya style nikala mere boss ne isliye nahin pechan payi???
pehle to dil ne kaha ke mera boss mazak karaha hai lekin dusra post nahin dekha to isliye socha ke woh sahin bol rahin hai😕😳😳
maaf karna boss main bhi fail hogayi😕