SS: abhijeet ka ateet (in my way)

varsha112006 thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Navigator Thumbnail
Posted: 8 years ago
#1

Rajasthan, a mid class family

A man:MA me duty pe ja raha hu...

His mother:beta is case se piche kyu nahi hat jata... Sab kuch to itna accha chal raha hai... Or aise me tu kisi Khatre me na pad jaye...

Man:MA ek police wala apni duty pahle dekhta hai.. Baki bate bad me

Man's father:abhijeet beta tum jao... Iski aadat hai chinta karne ki.. Ye karti rahegi... Par sach me mujhe bada garv hota hai jab tere bare me kisi ko batata hu

Abhijeet:sukriya baba.. Ek aap hi jo mujhe samjhe hai

A girl came with a file:accha ji bhaiya or me.. Mujhe bhool gaye... Baba ke bad sabse badi supporter me hi hu is ghar me aapki

Abhijeet hugged her:anu tu to meri Jan hai... Tujhe kese bhool sakta hu...

Anamika:that's like my big brother... Aapki files... She smile

Ankush(abhijeet's younger brother) :me bhi to Tera bada bhai hu... Tu mujhe to ye nahi kahti

Anamika:kyuki bade bhaiya mujhe support karte hai, aap nahi..

Ankush: tu pad likh ja vahi bahut hai.. Uske bad accha sa dulha dekh ke Teri shadi Karwa dege,

Anamika:dekhiye na bhaiya... Ankush bhai hamesha aisi hi bate karte hai

Abhijit:shadi to Teri karwayege par tere sapne pure hone ke bad

Abhi mother:ha or iska sapna bhi Teri Tarah jaan Khatre me dalne ka hai.. Tu tere baba or ye 3no ghar ko aise hi khatam kar daloge ek din

Abhijeet:MA itna gussa kyu hoti hai... Suddenly entered with a cup of tea... Abhijeet was feeling shy

Anamika:bhaiya aap logo ki shadi ki 2 hafte ho chuke hai an to sharmana chod do...

Ankush:bhaisahab ka kuch nahi ho sakta

Abhi'mother:hum logo ki chinta na sahi... Par avni ye to tere liye hi is ghar me aayi hai... Iska to soch

Abhijeet:MA bus Karo na agle hafte is case ki sunwai shuru ho jayegi... Or adalat ek ek mujrim ko jail ki salakho ke piche bhej degi... MA ye factory band ho jayegi or log nashe ke bandhan se mukt hoge..

Abhi's Mother:duniya me hazaro aisi dukane hai, tu ek ko band karwwa dega to koi fark nahi padega...

Abhijeet:ma me chalta hu late ho rahi hai mujhe...and he leaved

....

Some goons stop abhijeet at the mid road

A goon:tujhe akhiri warning de rahe is case se nam hatale varna bahut bura hoga..

Abhijeet:mujhe dhamki dekar tum log apni musibate bada rahe ho..

2nd:tu sochta hai tu apne dum kham pe sab sahi kar dega... par tere police department me hi kai log aise hai jo humse mile hue hai.. tu kab khatre me pad jayega malum hi nahi padega..

ABhijeet:vo to malum padega kon khatre me padega or kon nahi... and he leaved..

.....

After few hearings of courts..

Abhijeet:ab court apna faisla jaldi sunayegi...or ab un logo ko jaldi hi saza milegi..

Anamika:bhaiya kal mujhe friends ke sath ek trip me jana hai me jau na..

Abhijeetthik hai tu sambhal ke jana ...or ha tu bole to kuch log ko tere sath..

ANamika:please bhaiya mujhe kisi ko sath me nahi le jana... me aapki bahan hu mujhe koi nuksan pahucha hi nahi sakta...

Ankush:bhaisahab aap ise had se jyada choot de rahe hai..

Abhijeet:agar ye logo se darker ghar me bhethegi to phir kabhi police officer nahi ban payegi...

ABHi's mother:mujhe to dar lagta hai is ladki ka hath kon pakdega aage jake,..

Anamika:ma yahi to chahti hu kisi ki himmat na ho mere hath ko pakdne ki...

Abhijeet:chalo kal mujhe jaldi uthna hai, so jate hai abhi... kal bat karte..

...

In abhijeet room

Avni:aap aise case lete hai or dar mujhe lagta hai...aap apna dhyan rakhiyega please pata nahi mera dil bahut ghabra raha hai..

Abhijeet hugged her from behind:aap darti bahut hai... ek police wale ki bibi hai ... aapko to himmat se kam lena chahiye..

Avni: bus bhagwan kare ye case jaldi khatam ho jaye... or phir kabhi aapko aise case ko hath na lagana pade..

Abhijeet smiled:thik hai abhi to so jate hai kal jaldi nahi utha to jarur pareshani ho jayegi... and they slept..

....

Next day

Abhi's mother:abhijeet aaj dil bahut ghabra raha aisa lag raha kuch galat hone wala hai

Abhijeet:ma mujhe kuch nahi hoga...me bilkul thik hu... or security guard bhi hai ghar ke bahar... koi bhi pareshani ho to turant kar dena...anamika tum dhyan rakhna apna... And he waved to everyone

...

at police station

abhijeet didn't find any document of case...abhijeet called every one and asked about documents.. All was silent... abhijeet phone ranged...

A voice:tujhe bola tha case se nam le le par tune nahi mana... ab tu bhugat... and he cut the phone

Suddenly a man ran and came near with abhijeet:abhijeet vo tera ghar... tere ghar me kuch gunde ghus aaye hai... bahar ke guards ko mar dal hai un logo ne.. Abhijeet scared then abhijeet and that man ran toward home...

The peoples was stood outside the home And he entered house and he saw that... her mother and father was lied on the floor.. and Their neck was bleeding... abhijeet eyes was filled with tear.. and he ran inside... his wife also lied on floor.. And her body was fully scratched and A knife was rammed into her stomach.. He cried and yelled... he was feeling helpless... he called his brother...

Ankush:ha bhai-sahab bolo..

Abhijeet:tu thik hai na..

Ankush:me thik hu abhi abhi anamika ko bus me bethaya...

ABhijeet cried and say:ek bat sun .. anamika ka dhyan rakhna.. he sobbing..use kabhi bhi koi kami mahsus mat hone dena... and again he sobbing...

Ankush:bhai-sahab kya hua sab thik to hai na...

Abhijeet:pata nahi ab kabhi tum logo se milna ho ya na ho... mere kuch kam adhure rah gaye hai ab unhe me pura karke hi aauga...and he cut the phone..

...

After some time he entered factory which was situated outside of town,... where all high society people laughed and drinking...

And he shocked to saw that his senior officer also involve with them..

A man:ab kabhi vo dubara uthne ki himmat nahi karega..

S officer:or is case ke khilaf ab koi sabot bhi nahi bacha... kitni mushkil hui thi ye paper mujhe police station rakhwane me..

Head of factory:ab hamara kabhi bhi koi kuch nahi bigad sakta..

Abhijeet cried again ... and then he thought something... and placed bombs everywhere which was he took with him.. suddenly a goon saw him:boss vo dekhiye vaha...vo yahi pe hai... Abhijeet tried to escape... but 2 goons caught his from behind...

Head of the factory:kaha tha tujhse is case se dur rah.. bematlab bibi ma baap se hath dho betha... suna hai tere bhai bahan bach gaye... unke sath jake shanty se jindgi jee.. hum logo ka picha karna chod de... ab kuch nahi milega tujhe... apne ma baap ka antim sanskar to kar ke aaya hai na..

Abhijeet yelled:tum log ko me choduga nahi kisi bhi kimat par nahi

S officer:par ab tumhare pas koi sabot bhi nahi bacha... kya karoge tum..

Abhijeet laughed:kanoon tumhe saja nahi de paya par me duga... marne ke liye tum sab log taiyar ho jao..

A man:lagta hai iska dimag sarak gaya... jo aisi bate kar raha... yaha pe tu akela hai or hum sab tujhe ek bar me khatam kar sakte or ulta tu hume hi Dhamka raha.. Abhijeet pushed 2 goons... and saw the remote... and he smiled..

Head:pagal ho gaya hai kya tu bhi mar jayega aise me

Abhijeet:ab marne ka koi dar nahi... tune pahle hi mar diya hai mujhe. After that all was scared and tried to escape from factory...

Abhijeet reminded his parents, his wife, his sister and brother... and he push the button... and a blast happened with loud voice... abhijeet was near of a window... He was thrown in the air...

....

After few month

He opened his eyes in hospital... he was nothing reminding about his past...

A 40 year man sat beside his..

Doctor:ab kesa lag raha hai... ye hi vo insan hai jinhone tumhe bachaya tha... Abhijeet look toward him

Man:me ACP pradhyumn, tum meri car ke samne aake gire the..or ske bad tumhara ilaz shuru karwaya.. tumhara nam jan sakta hu..

Abhijeet:abhijeet... bus me kon hu, yaha kese aaya..

Doctor:tum aaram karo.. and he injected again

After some time

Doctor:jesa mujhe shaq tha inki yaddasht chali gayi hai.. ab inhe apna past yad nahi..

ACp:iske bare me malum karwaya... ek officer tha jo apna pariwar kho chuka hai.. aise me ise apna ateet yad na aaye to behtar hai... apni imandari ki bahut badi kimat chukayi hai isne..

Doctor:to ab..

ACp:police officer hai to ek bar ye thik ho jaye.. phir me yahi chahuga ye CID team join kare.. iske liye me officers se request jarur karuga..

...

And after some time CID team welcome a new officer: CID officer abhijeet...

After 8 year

Some-where a place in rajshthan,

a women stood in front of pic... its abhijeet and his family pic.. a garland was on this photo-frame

Anamika:Bhaiya aaj mera sapna pura ho gaya hai... kash aap mere sath rahte to is lamhe me aap sabse jyada khush rahte... sabse jyada- I missed you bhaiya... And her eyes was feel with full of tears..

...

Abhijeet (to daya):yar aaj dil me kuch becheni ho rahi hai .. aisa lag raha jese mera koi apna hai ai jo aaj bahut khush hai..

Purvi (reporting on her duty, it was her first day):sir me hu na... mera sapna tha cid join karna.. vo pura ho gaya to me aaj bahut khush hu...

Daya:ye lo bhai, ise hi apna man le... Vese bhi tujhe tere bare me kuch yad to hai nahi... and they laughed..

....

Anamika entered the police station... and all salute to her... she placed a small photo frame of her family on the desk.. and she started working..

.....

❤️Sometime we forget our relatives but they are still situated in our corner of heart...❤️

...


https://www.fanfiction.net/s/12157353/8/OSes-from-it-s-life

Edited by varsha112006 - 8 years ago

Created

Last reply

Replies

1

Views

1.7k

Users

2

Likes

3

Frequent Posters

swathi17 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Voyager Thumbnail
Posted: 8 years ago
#2
Nice story Varsha di...
Loved it...
Edited by swathi17 - 8 years ago

Related Topics

CID thumbnail

Posted by: Wistfulness · 5 months ago

https://x.com/SonyTV/status/1917081409359122875?s=19 At this point we all know that CID cops are immortal. Abhijeet will recover from those...

https://x.com/SonyTV/status/1917081409359122875?s=19
Expand ▼
Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".