So beautiful poem Anjali di⭐️⭐️⭐️.. Par sach kahun toh kabhi kabhi lagta hai ke kya hum, humare desh ke corrupt politician un VEER SHAHIDON ke bhavnao ke sahi izzat kar paye hai???.. Shayed nahi..warna aaj yeh Desh corruption ke daldal me duba nahi hota.Originally posted by: anjali_mahajan
yesterday i read a poem written By Noor Alam
... nd aftr read some strong feelings develop in my mind...so i want to share a poem with u
Sundar hai jag me sabse, naam bhi
nayara hai
Woh desh hamara hai, woh desh
hamara hai
Jaha jati-bhasha se badh kar Desh-
Prem ki dhara hai
Woh desh hamara hai, woh desh
hamara hai
Jita tha prem se sabko, hai "Baapu" us
ka naam
Desh ke khatir jisne kiya apna jeewan
balidan
Jaha pe vir Bhagat, Azad aur "Bose" ka
nara hai
Woh desh hamara hai, woh desh
hamara hai
Jaha pe "Suraj" puja aur nadion me
mata Ganga
Chandrama pe lahraya jisne apna
dhwaj "TIRANGA",
Vishv ko jisne ZERO dekar kiya navyug
ka ujiyara hai,
Woh desh hamara hai, woh desh
hamara hai
Jo sadion se aaj bhi har rishte se pyara
hai
Sincha jisko khun se humne aur
mamta se sawara hai
Jaha Ajuba hai vishv ka, kehlata "TAJ"
humara hai
Woh desh hamara hai, woh desh
hamara hai
Jis desh ko "Mata" keh ke hum sab ne
diya samman
Wo hai Bharat desh mahan, wo hai
Bharat desh mahan
350