ENTRY: TWENTY ONE (21)
Pic- 1
ABHIJEET: ain.... ye Suite mein...
DAYA: boss.... kahein shadi wadi tou nahi ker li....
ABHIJEET: ho sakta hay DAYA.... kub tak BHABI jee ki daanta sunta....
DAYA: phir bhi yaar.... aur dekho kitna khush laga raha hay....
ABHIJEET: haan baat tou aajeeb sii hay.... shakal dekho... khushi say khila para hay....
DAYA: magar!!! boss... main malum ker kay aata hun...
Pic - 2
DAYA: CONGRATS... FREDDIE.... chupkay chupkay... haan.... bataya tou hota yaar...
FREDDIE: THANK YOU Sir.... acha lag raha hay na....
DAYA: haan kyun nahi.... wesay tum nay saheh kiya FREDDIE.... kaun kub tak bardasht ker sakta hay.... khair.... chalo... HAPPY MARRIED LIFE....
FREDDIE: thank you Sir.... main bhi yehi kahun ga....
Pic- 3
TAREEKA: arry FREDDIE.... aap nay ye kiya.... kitni ghalat baat hay.... aisa tou karna nahi tha....
FREDDIE: haan Dr. TAREEKA.... magar main kya karta.... aur koi carah bhi tou nahi tha....
TAREEKA: phir bhi FREDDIE... itnay dino ka sath... aur ek dum....
FREDDIE: ek dum kahan Dr. TAREEKA... itni der tou pehnay rakkha .... itni garmi mein bhi... agar wo VIVEK ka baccha mujh say shart nahi lagata na .... tou main kabhi suite pehun ker nahi aata.... lekin aap ko pata hay kay main shart jeet gaya hun....
TAREEKA: FREDDIE.... aap kya keh rahay ho!!! aap nay doosri shadi nahi ki hay kya??!!!
FREDDIE: hain.... nahi tou.....
TAREEKA: magar ABHIJEET aur DAYA tou aap kay ghar gayey hain... aap ki wife ko batany....
FREDDIE: kiya.... baap ray.... ab tou meri wife..... mujhay zarur ghar say nikaal day gi....
]
Edited by gadhadada - 14 years ago
17