(She ends her story. Everyone is silent. Then-)
Abhi (Tears welling in his eyes)- My god! Asha I am very sorry!
Daya- Itni saal tum dono aise…(He stops, shaking his head slowly and sadly)
Muskaan- I am sorry too…
Tasha- Hum sab aapki ki saath hoon. Jo bhi ho, aap aur Suhaani boss ki badlaa humaare bhi hoga.
Vivek- Ma'am, aap humme kaam dijye, humme karoonga.
Freddy- Lekin pehle Acp sir ke pass maafi maango!
Abhi- Haan Freddy, tum theek kaha.
Salunkhe- OO yeh sab chakkar! Ab kaam mei lag jao!
(Tarika glances at Abhi, and then with Salunkhe, leaves.)
Daya- Chalo! Hum kaam shuru kare! Humme batao iss case ki baare mein. Saare information de do.
(Acp sir enters. The CID team goes towards him. Abhi with folded palms and tears in his eyes said)-Sir humme maaf karo sir! Hum aapke par shaq nahi dena chaahiye tha!
Daya- Sir please maaf karo!
(Acp looks at Asha, understood that she had told them, looks at his officers and then sighs)- Kaam mei lag jao. Suhaani ki phone aaya. Woh aur Diya uss nakli inspector ka naam pata chal gaya.
Asha (Coming forward)- Accha? Kya naam sir?
Acp- Karamnath, inspector Karamnath.
Abhi- Karamnath.. kahi woh Karamnath toh nahi jo Commisioner saab ka saath aaj station mei aaya tha?
Acp- Haan. Wahi! Lekin accha hua maine jab iss case ki baare mein bataya tha unko, yeh Karam nahi tha unke saath.
Daya- Sir, shayad yeh saare chori aur khooni mein iss aadmi ka haat hain.
Acp- Haan ho sakta hai… (Thoughtfully)
(Acp notices the CBI officers who come forward. Asha introduces them to him as her colleagues Manish, Rajesh and Gagan. Acp nods his head.)
Abhi- Humme woh Chimbu ko pehle doondha hoga.
Acp- Aur toh aur, humme Raichand ke baare main aur patane hoga. Aur mujhe lagta hain yeh inspector-in -charge ka bhi haath hai… kya naam uska, Daya?
Daya- Er.. Manik, sir.
Acp-(Pensively) Manik… Daya, tum usko Bureau mein bulao issi waqt.
605