Originally posted by: rukhaya
hehe... arre main to tumhe khawabon main bhi nahin pitwaa sakhti
luv this song =)
dil main jagaa kyon nahin hai... bohot hai 😳
Aawaaz do humko hum kho gaye kab neend se jaage kab sau gaye mar jaaye ge hum agar door tumse ho gaye =p
yeh gaana abhi sun rahi hoon 😳 ehe
Tum se nighahe chaar karne lage hum zindagi se pyaar karne lage darte na the mot se ab magar darne lage...
Wah kya gaana hai hehe... typing the lyrics as I'm listening to the song...
Sawan ki iss pehli barsaat main sab dekhle sapne ik raat main kat jaaye nah zindagi ek hi mulakaat main...
Mere saamne rehna jaana nahin tum se hai kuch kehna jaana nahin mausam kabhi pyar ka laut ka aana nahin...