Originally posted by: afg__girl
arrre wah kya bhaat haii meri thambuu ka...you 2much yaar par bohoot syada sweet bhi ho..lekin ap bas bhi karoo..mazqa lagane ki bhi koyi had hoti hai..hehe😆jk...pata nahi kyun mujeh aisa lagti hai ke jab tumhe gusa hota hai to tum bohoot hi cute lagti ho..isiliyehh hamesha tumhe satana or tang karna chahti hu.....aur ha jaano teri bhaate sunke meri yeh nigaahe juki jah rahi hai sharam se sharam se😳
dedicate kisi khaas insaan ke liyeh.....uhmm..sunogi...arre mai bhi na suna parega tumhare bhaare mai tori hai tarazu ki thambu ke bhaare mai hai..soo ek sec ke liyehh attention chahiye^^
Sitare to bohot hai, magar Chand jaisa koi nahi,
Phool to bohot hai, magar Gulab jaisa koi nahi,
Shayar to bohot hai ees duniya main,
magar Aap jaisa koi nahi,
Aur dost to bohot hai hamare,
magar Aap jaisa Heera(diamond) koi nahi' 😉
mai beemaar thi isiliyeh reply nahi kar payii.....hope your gud..take care
luv arzu😊
main kahan maska laga raha hun ...? jo haqeekat hai wohi tho bayaan kar raha hun.......btw, main kab gussa hua hun..? lol.....tumhara satana taang kheenchna mujhe achcha lagta hai jee.....cute tho main hun hi....par tum ne mera gussa dekha kahan hai...? lolzzz Arzu batao tumhein gussa kab kab aur kyun aata hai..?
Awwwww...your dedication is very sweet hai yaar.....shukriya shukriya shukriya....jitne soye khwab thhe sab ko jaga diya.....now a sweet dedication meri taraf se bhi ho jaaye...kyun..?
Phool maangoon na bahaar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
Phool maangoon na bahaar maangoon
Jo bhi chhupaaya tha is dil mein
Maine tujhko bataaya
Raaz-e-mohabbat maine bhi
Tujhse kabhi na chhupaaya
Kaisi hoti hai lagan mujhko tu bata
Is mein hai bechainiyaan,
is mein hai nasha
Hosh maangoon na khumaar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
Phool maangoon na bahaar maangoon
Chain maangoon na qaraar maangoon
Main to sanam tera pyaar maangoon
hope you are doing well now....wise bimar..? kisliye..? kyun ? kab..? are you all right now..?
Arzu please take care of your health yaar....