mere china wale dost ko apne he teacher ki beti se pyaar ho geya hai, lol
wo keh raha tha mujhe wo bohot sad hai. to main ne kaha wo sath hai tumhare? kehne laga yes, phir main ne SRK wali baat samjhayi os ko, ke pyaar kiya hai to bus sath nahi chorna, dekhna duniya ki koi power milne se nahi rok sakegi.
sad tha kab se batain kar raha tha abhe os ko thora acha laga,
mujhe is ki batain bohot cute lagtin hain, or jab se mila hoon ye mere or kareeb a geya hai, pehle bhe tha magar abhe or hai, <3
main ne is se kaha tha kidnap kar lain ge tum tention na lo, lol
931