*$~H.G.O.R.C~#475--No Entry~$* - Page 7

Created

Last reply

Replies

174

Views

29.3k

Users

4

Likes

354

Frequent Posters

Forgotten-Toy thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#61

Originally posted by: -.SapnokiRani-.

nai yar choro ek baar meine ek ladki ko pyar se samjhaya ki mein kyu veg hoon aur woh toh jaise mere saath fight karne lag gayi , lekin pata hai woh itni sassy kyu ban gayi thi 😆 kyuki woh muslim thi egypt se aur usko pata tha ki mein hindu india se 😆 maine kabhi hindu musklim ko alag nai samjha tha lekin uss din ke baad mein kabhi kisi ko batane ki koshish nai karti ki hum kyu yeh sab nai khate sab ko jo lage woh lagne do mujhe usse koi fark nai parta ab 😆 bus yeh samjh lo ki agar apko koi kaat ke fry karke kha le toh apko acha nai lagega na toh waise hi hum mante hai ki phirse animals pe waise kyu karna 😆 isse aagey mujhe me himmat nai hai bolne ki 😆
huhh rwb, prenu n meri dimg sahi track pe hai sirf apki thori cracked hai 😈 🤣 🤣 wronggg 🤣 🤣 sweet doggy 😈 dekho apne ap ko sharp samjhte ho itna bhi pata nai laga rofl toh bada hoke kaunsa door bhag gaye ho usse 😉 biwi nai banani 🤣 woh space jo full hai abhi waha akal hi nai hai 😈 🤣

ary himmat kio nahi bolo to sahi😉😆 main manta hoon har kisi ke apne apne rules hote hain lekin hum nafrat karna nahi jante i mean hum se sikha nahi, coz hum Ahmdeis Muslims hain😉 isi liye hamara sab se ak taluq hai, India main Hindu + sikh hamain jante hain or hamara bohat gehra taluq hai on se, nafrat wali bat nahi hum main, hum pyaar dete hain or wohi lete hain, to is liye, jo bhe hai btao, mujhe bhe pata chale akhir kion😆 kio ke hum ye samjhte hain ke har chez i mean har chez to nahi, kuch chezain jo kahne keyliye hain, jo kudrat na bana din hain, on se mu nahi morna chahye😆 or Scince ne bhe ye bat sabit ki hai ke just vagi he nahi rehna chahye, or na he just chicken khana chahye, har chz mai kuch na kuch hai, 😆
main just fish or chicken he khata hoon bus,

acha toa ne do on ko dekha jaye ga kon sacha or kon jhota😈
abe ooo😡 sweet ki bachi😡 sad bhe to hota hai na😡 sharp bhe hota hai😡 sala doggy bhe hota hai🤣
hahahahahha hehehehehehe nahi biwi banane ka waqat nahi aya abhe😳🤣 ap kese keh sakti ho ke akal nahi hai😈🤣
Forgotten-Toy thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#62
Kiddo Krishna Ap ke bhagwan hain?🤔

#63

Originally posted by: -.SapnokiRani-.

toh full song yaha lagao mujhe bhi sunna hai apki pasand 🤣 🤣

meri pasnd to nahi hai lekin hmm wait dhond ke lata hoon😉
-.SapnokiRani-. thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Most Liked (December 2021) Thumbnail + 5
Posted: 12 years ago
#64

Originally posted by: -H2SO4-

yar os i age 2010 mai 18 sal thi to abhe kitni hogi?🤔🤣🤣
ary yar mazakh nahi kar raha man lo meri yar sachi main yar blvvv me😡 pagal ho kya kisi ke ghar ja ke khaon ke apni bet ki pis do😡
abhe bat hia ya nahi main kya karon mujhe btao[:^(}😭
hahahahhaahha os ko dkehna hai to jana to padega na😈 han main samjh geya tha ap ki bat😈 sis hai meri wo, main jis ko sis bana lon sis he rehti hai😈 ary ap bhe 16 ki ho na to sixteen sixteen kehlna😈🤣🤣 oh no😲 ok ok ok try karon ga maybe sis ke mobile se kuch mil jaye kio ke wo mere jiju ki sis ki beti hai😆 prmise nahi karta, lekin main nahi chahta meri waja se sis ko kuch sunna pare😉

apko nai pata 🤔 abhi kuch mint pehle toh bht samjhdar hone ki batein kar rahe the ab kya hua 😈 🤣 okayy shant 😡 lekin mujhe bhi dekhna ka man hoga na agar koi meri jaise lagti hai toh 😡 🤣 OMG hahha bht funny scene hoga na 🤣 socho apne door knock kiya uske husband aye aur bole kya chaiye aur apne bola apki biwi ki pics omg hahahahhaha 🤣 🤣 meri hasi nai ruk rahi 🤣 🤣🤣🤣batane ke liye kuch nai raha hai 😭 lekin jab bethe bethe online mil sakta hai toh waha kyu jao 😈 huhh okay khelgne hum sixteen sixteen 😈 🤣 🤣 woh bhi switzerlnad mein 😉 rofl rofl rofl waise u know ek hindi movie ayhi thi koi 1 month pehle uska name hi sixteen tha mujhe lag rah hai ki bht bad movie hai is liye abhi tak dekhi nai hai 🤣 lekin shayed thore years baad dekhongi 🤣 huhh ap apni nai de sakte aur uski dene nikal pade 😡 🤣 maine mind change kar lia mujhe dono ka dekhna hai 😈 🤣
Edited by -.SapnokiRani-. - 12 years ago
-.SapnokiRani-. thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Most Liked (December 2021) Thumbnail + 5
Posted: 12 years ago
#65

Originally posted by: -H2SO4-

ary himmat kio nahi bolo to sahi😉😆 main manta hoon har kisi ke apne apne rules hote hain lekin hum nafrat karna nahi jante i mean hum se sikha nahi, coz hum Ahmdeis Muslims hain😉 isi liye hamara sab se ak taluq hai, India main Hindu + sikh hamain jante hain or hamara bohat gehra taluq hai on se, nafrat wali bat nahi hum main, hum pyaar dete hain or wohi lete hain, to is liye, jo bhe hai btao, mujhe bhe pata chale akhir kion😆 kio ke hum ye samjhte hain ke har chez i mean har chez to nahi, kuch chezain jo kahne keyliye hain, jo kudrat na bana din hain, on se mu nahi morna chahye😆 or Scince ne bhe ye bat sabit ki hai ke just vagi he nahi rehna chahye, or na he just chicken khana chahye, har chz mai kuch na kuch hai, 😆
main just fish or chicken he khata hoon bus,

acha toa ne do on ko dekha jaye ga kon sacha or kon jhota😈
abe ooo😡 sweet ki bachi😡 sad bhe to hota hai na😡 sharp bhe hota hai😡 sala doggy bhe hota hai🤣
hahahahahha hehehehehehe nahi biwi banane ka waqat nahi aya abhe😳🤣 ap kese keh sakti ho ke akal nahi hai😈🤣

nai bolna 😆 masoom hoon na mein 😳 🤣 hmm right 😆 lekin sach batao toh eysa mere grandparents ne humko sikhaya tha jab chote the so abhi bus wohi baton pe chal rahe hai nahi mein kuch apna dala hai isme aur nahi kabhi dalna chahongi 😆 jo jaise chal raha hai abhi tak waisa chalne do 😆 nai hum na fish na chicken na pork na beef koi bhi cheez jisme animals ka koi bhi part ho toh hum nai khate unko 😆 haan exactly toh jab maine kaha ki khatta apple ho sakta hai toh apne mana kiya 😡 isi liye maine jaan mooj ke S kaha taki example de sako apko ki S ke bhi bohot saare ho sakte hai 😡 🤣 lekin aaega na ek din 😳 🤣 mere mein akal hai isi liye bata rahi hoon ap mein nai hai rofl rofl rofl
-.SapnokiRani-. thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Most Liked (December 2021) Thumbnail + 5
Posted: 12 years ago
#66

Originally posted by: -H2SO4-

Kiddo Krishna Ap ke bhagwan hain?🤔

apko kaise pata 😲 mere ipod ka lock screen bhi unka hai 😆
hmm lekin hamare hindu mein na sirf ek hi bhagwan ko nai pray karte bohot saare hote hai jin mein hum maante hai 😆

Edited by -.SapnokiRani-. - 12 years ago
-.SapnokiRani-. thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Most Liked (December 2021) Thumbnail + 5
Posted: 12 years ago
#67

Originally posted by: -H2SO4-

meri pasnd to nahi hai lekin hmm wait dhond ke lata hoon😉

okay 😳
Forgotten-Toy thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#68

Originally posted by: -.SapnokiRani-.

OMG ansarli 🤣 haha toh woh maan gya apki baat 🤔 🤣 sikhongi lekin 7 days nai thora aur time do 😎 🤣🤣 huhh ek toh danks lena mujhe hai aur ap mujhse hi maang rahe ho kya aadmi ho ap 😡 🤣 🤣 dekho ap pehle mera danks do phir apna hisab karna 😭 🤣 huhh woh kaisa connection 😈 meri pasand sabse best hoti hai mind it 😎 🤣 🤣 kaun hota hai ap batao 🤣 hmm samjh sakti hoon 😆 yesh 😳 🤣 matlab mere se ek saal bade the tap 😆

hum dete nahi lete hain is liye thanks do jaldi time nahi hai😈🤣
mere pas he nahi to kahan se doon😒🤣nahi meri best hai kaha na kaha na bus final😈🤣
han jee 1 sal bhada tha😆

ary manna he hai yaar 100 main se 70% log rabwah he kehte hain or real name Rabwah he hai😆 govt jo marzi kar le ye chnge nahi hoga😆 wese chenab nagar ke meaning bhe bure nahi ye dekho😉ye log hamain tang karne ki har koshish karte hain is liye name chnge kiya, pehle bhe karne ki koshish ki thi ye rakhna tha, (Chak Digiyaan) coz Rabwah city bohat oper a raha hai to wo nam eysa rakhte hain jo log sun ke hasain,😆 lekin chenab nager ka matlab dekho😉 ( It is also known as Chenab Nagar, meaning "moonlight through water." It is located near the historic city of Chiniot, ) jab ye name chnge ho geya to on ko matlab nahi pata tha, jab pata chala to onhon ne shor dal diya ke chnge karo🤣 coz is ka matlab acha hai na, lekin govt chnge ho gayi musharaf sahib a gaye sab doggy chup ho gaye😉🤣 abhe jo bhe Rabwah best hai (
Rabwah is an Arabic word which means a high place.
Before the creation of Pakistan it was a barren place. but Ahmadiyya Muslim Comunity developed it into a lush green city with a population of about one lac friendly people. literacy rate is highest among pakistani cities which is 100% River Chenab provides a beautiful picnic spot.)

chenab nagaer naam rive rki waja se rakha coz yahan river hai chenab

Rabwah (Urdu, Punjabi: ????), official name Chenab Nagar (Urdu: ???? ????), is a city in the Chiniot District of Punjab Province, Pakistan located on the bank of Chenab River near the historic city of Chiniot. Rabwah has been the headquarters of the Ahmadiyya Muslim Community since September 20, 1948 when the community moved its headquarters from Qadian, India to Pakistan following the creation of Pakistan in 1947. Vast majority of inhabitants belonging to the Ahmadiyya Muslim Community migrated to Pakistan as well due to the partition and many started living in Rabwah. The Ahmadiyya Muslim Community leased the area of present day Rabwah from the government for its Headquarters.

From the historical perspective, this land is the same from where Muhammad Bin Qasim, after conquering Sindh and Multan, crossed river Chenab and moved towards Kashmir. Here the Arabs fought against the Hindu Raja of "Chandrod" (which is probably the ancient name of Chiniot) and conquered it. More than 100 Arab soldiers lost their lives in the battle and a "Graveyard of Martyrs" exists to this day in Chiniot.

Before the establishment of Rabwah, the area was barren and was known as "Chak Digiyaan". The land was bought by the Ahmadiyya Muslim Community following the migration of most of its members from Qadian, the old headquarters, to newly created Pakistan. 1034 Acres of land were leased originally from the government for PKR 12,000. The lease was approved on 11 June 1948 The city was named Rabwah by then leader of the Ahmadiyya Movement, Hadhrat Mirza Basheer-ud-Din

---

ye raha 1948 ka rabwah jahan koi insan to door koi tree bhe nahi tha😆 ye dekho pic

or ye rahi aj ki aj ki to nahi 2005-2006 os waqat ki🤣

https://farm3.static.flickr.com/2172/2053308992_633f734986_b.jpg

https://farm6.static.flickr.com/5191/5903852629_2811f56fd6.jpg

https://farm3.static.flickr.com/2134/2052534071_94496f7e61_b.jpg

https://upload.wikimedia.org/wikipedia/commons/0/05/Tahir_Heart_Institute.JPG

https://tahirheart.org/images/our_mission_bottom.jpg

https://pbs.twimg.com/media/A550n6vCYAAGdZu.jpg

Edited by -H2SO4- - 12 years ago
Forgotten-Toy thumbnail
15th Anniversary Thumbnail Achiever Thumbnail + 2
Posted: 12 years ago
#69

Originally posted by: -.SapnokiRani-.

apko nai pata 🤔 abhi kuch mint pehle toh bht samjhdar hone ki batein kar rahe the ab kya hua 😈 🤣 okayy shant 😡 lekin mujhe bhi dekhna ka man hoga na agar koi meri jaise lagti hai toh 😡 🤣 OMG hahha bht funny scene hoga na 🤣 socho apne door knock kiya uske husband aye aur bole kya chaiye aur apne bola apki biwi ki pics omg hahahahhaha 🤣 🤣 meri hasi nai ruk rahi 🤣 🤣🤣🤣batane ke liye kuch nai raha hai 😭 lekin jab bethe bethe online mil sakta hai toh waha kyu jao 😈 huhh okay khelgne hum sixteen sixteen 😈 🤣 🤣 woh bhi switzerlnad mein 😉 rofl rofl rofl waise u know ek hindi movie ayhi thi koi 1 month pehle uska name hi sixteen tha mujhe lag rah hai ki bht bad movie hai is liye abhi tak dekhi nai hai 🤣 lekin shayed thore years baad dekhongi 🤣 huhh ap apni nai de sakte aur uski dene nikal pade 😡 🤣 maine mind change kar lia mujhe dono ka dekhna hai 😈 🤣

nahi pata wo samjh nahi a rahi jo 2010 main 18 ki thin abhe kitne sal ki hogi😭🤣
lol to mirror dekh lo na kahani ka end ho jaye ga😡😡🤣
han main pics mang ke apni mout ko awaz doon yehi chahti ho na😭🤣🤣
hasi roko warna main na 😡🤣
OMG sach main khelo gi pagal😲🤣🤣 RB sunlo a k eap ki KS ne kya kaha😭🤣
nahi SZ nahi jana ap ne os cartoon ke sath😒🤣 bad hai to door rehna warna maron ga bohat😈🤣
dono ko hahahaha ok os ki koshish karon ga, or os ke bhai ko apne sharpmind se dekh lo jese os ke bhai ne Ks ko dekha😉🤣
-.SapnokiRani-. thumbnail
14th Anniversary Thumbnail Most Liked (December 2021) Thumbnail + 5
Posted: 12 years ago
#70

Originally posted by: -H2SO4-

hum dete nahi lete hain is liye thanks do jaldi time nahi hai😈🤣
mere pas he nahi to kahan se doon😒🤣nahi meri best hai kaha na kaha na bus final😈🤣
han jee 1 sal bhada tha😆

ary manna he hai yaar 100 main se 70% log rabwah he kehte hain or real name Rabwah he hai😆 govt jo marzi kar le ye chnge nahi hoga😆 wese chenab nagar ke meaning bhe bure nahi ye dekho😉ye log hamain tang karne ki har koshish karte hain is liye name chnge kiya, pehle bhe karne ki koshish ki thi ye rakhna tha, (Chak Digiyaan) coz Rabwah city bohat oper a raha hai to wo nam eysa rakhte hain jo log sun ke hasain,😆 lekin chenab nager ka matlab dekho😉 ( It is also known as Chenab Nagar, meaning "moonlight through water." It is located near the historic city of Chiniot, ) jab ye name chnge ho geya to on ko matlab nahi pata tha, jab pata chala to onhon ne shor dal diya ke chnge karo🤣 coz is ka matlab acha hai na, lekin govt chnge ho gayi musharaf sahib a gaye sab doggy chup ho gaye😉🤣 abhe jo bhe Rabwah best hai (

Rabwah is an Arabic word which means a high place.
Before the creation of Pakistan it was a barren place. but Ahmadiyya Muslim Comunity developed it into a lush green city with a population of about one lac friendly people. literacy rate is highest among pakistani cities which is 100% River Chenab provides a beautiful picnic spot.)

chenab nagaer naam rive rki waja se rakha coz yahan river hai chenab

Rabwah (Urdu, Punjabi: ????), official name Chenab Nagar (Urdu: ???? ????), is a city in the Chiniot District of Punjab Province, Pakistan located on the bank of Chenab River near the historic city of Chiniot. Rabwah has been the headquarters of the Ahmadiyya Muslim Community since September 20, 1948 when the community moved its headquarters from Qadian, India to Pakistan following the creation of Pakistan in 1947. Vast majority of inhabitants belonging to the Ahmadiyya Muslim Community migrated to Pakistan as well due to the partition and many started living in Rabwah. The Ahmadiyya Muslim Community leased the area of present day Rabwah from the government for its Headquarters.

From the historical perspective, this land is the same from where Muhammad Bin Qasim, after conquering Sindh and Multan, crossed river Chenab and moved towards Kashmir. Here the Arabs fought against the Hindu Raja of "Chandrod" (which is probably the ancient name of Chiniot) and conquered it. More than 100 Arab soldiers lost their lives in the battle and a "Graveyard of Martyrs" exists to this day in Chiniot.

Before the establishment of Rabwah, the area was barren and was known as "Chak Digiyaan". The land was bought by the Ahmadiyya Muslim Community following the migration of most of its members from Qadian, the old headquarters, to newly created Pakistan. 1034 Acres of land were leased originally from the government for PKR 12,000. The lease was approved on 11 June 1948 The city was named Rabwah by then leader of the Ahmadiyya Movement, Hadhrat Mirza Basheer-ud-Din

---

ye raha 1948 ka rabwah jahan koi insan to door koi tree bhe nahi tha😆 ye dekho pic

huh toh hum bhi koi kam nai hai 😈 pehle lete hai phir dete hai 😈 🤣 okay apki best hai lekin meri bestest hai 😈 🤣 wow ansarli eysa lag raha hai jaise mein koi class mein bethi hoon aur ap presentation de rahe ho aur mujhe sab samjh bhi aaya 🤣 🤣 han yeh sara maine read kiya usi waqt jab rabwah ka pata chala 😆 hopefully ane wale days mein isse bhi acha hi hoga rabwah 😆

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".