Originally posted by: --devil-mind--
kaha na time nahi hai to kese karon😕🤣samjhti nahi ho😡🤣🤣
coffe ati hai ya wo bhe nahi ati😭🤣main ap ko nahi sikha sakta ap mera dimag kharab kar do gi🤔🤣🤣
pehle tea lao main cake lata hoon😈🤣
time har kisi ke paas hota hai jhoot mat bolo bhai 🤣🤣
woh toh bohot wadiya aati hai 😎🤣 woh kaise aap ke paas toh dimag hi nahi hai toh kharab kaise karoongi DUH😕🤣
arey bola na nahi aati banani abhi bacchi ki jaan longe kya 🤣🤣
931