||*Sano CC#49 (IO) - Page 12

Created

Last reply

Replies

959

Views

41k

Users

15

Likes

826

Frequent Posters

saher_90 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago

Originally posted by: kiranheer



han tmhe bhala me dua me bhol sakti ho kya😉 mene apni family friends relative aur sab muslmano k liye apne mulk k liye dua ki aur jo log marshuke hai unhe be aisaale sawab pohchaya😛

Wah Me love you for saying this❤️ aur batao EID ki Preps kaisi jaarahin hain?
kiranheer thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 14 years ago

Originally posted by: saher_90

Log kaisay keh saktein hain yeh?



is liye k buzargan ka kehna hai k habekadar akhri jumah ko jab odd nite ho jese 21 23 25 27 ya 29 to aisa mana jata hai k shayad yahi woh raat ho ab baki to allah ko pata hai k haqiqat kya hai
kiranheer thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 14 years ago

Originally posted by: saher_90

Wah Me love you for saying this❤️ aur batao EID ki Preps kaisi jaarahin hain?



wese to akhri pore ashre mein kabhi be shabe kadar hosakti hai islye har rat ibadat karni chaheye aur roze rakhna chaheye yaha sunday ko 27th hoga aur us ki apni importance hai quran pak nazil hua tha us waqt😛
saher_90 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago

Originally posted by: kiranheer


is liye k buzargan ka kehna hai k habekadar akhri jumah ko jab odd nite ho jese 21 23 25 27 ya 29 to aisa mana jata hai k shayad yahi woh raat ho ab baki to allah ko pata hai k haqiqat kya hai

Haan yeh to mujhey bhi pata hai ammi ne bataya tha...aaj yahan 27th ki raat hai hope ki aaj hi kiraat hoo😳
kiranheer thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 14 years ago
eid ki preparation achi jarahe hai friends ne gift diye hai kal unk liye gift ki shoping karne jaoge mein tm apni sunao kya horaha hai sano ko aram mila kuch?
saher_90 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago

Originally posted by: kiranheer

wese to akhri pore ashre mein kabhi be shabe kadar hosakti hai islye har rat ibadat karni chaheye aur roze rakhna chaheye yaha sunday ko 27th hoga aur us ki apni importance hai quran pak nazil hua tha us waqt😛

Yeh sahi kaha waise mujhey pata nahi tha😆thanks for telling yaar😳
kiranheer thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 14 years ago

Originally posted by: saher_90

Haan yeh to mujhey bhi pata hai ammi ne bataya tha...aaj yahan 27th ki raat hai hope ki aaj hi kiraat hoo😳




mere liye bohat dua karna yaar ghar pe kuch tensions hai aj kal dua karo k abu ki sari tension khatm hojaye aur hamare sare problem solve hojaye
saher_90 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago

Originally posted by: kiranheer

eid ki preparation achi jarahe hai friends ne gift diye hai kal unk liye gift ki shoping karne jaoge mein tm apni sunao kya horaha hai sano ko aram mila kuch?

Baithi hui hai i think so abhi bhi jalraha haimein kya sunaon yaar😆nbaithi tv nahi dekh rahi hoon aur tum se aur trina se baat kerrahin hoon😉
saher_90 thumbnail
17th Anniversary Thumbnail Trailblazer Thumbnail + 4
Posted: 14 years ago

Originally posted by: kiranheer




mere liye bohat dua karna yaar ghar pe kuch tensions hai aj kal dua karo k abu ki sari tension khatm hojaye aur hamare sare problem solve hojaye

Inshallah.. Allah tumhari aur tumhari family ki saari mushkilaat sahi kerdat/... [AMEEN]
kiranheer thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Dazzler Thumbnail
Posted: 14 years ago

Originally posted by: saher_90

Yeh sahi kaha waise mujhey pata nahi tha😆thanks for telling yaar😳




haan par yaha pak mein islamic channells bhat dekhe hai to knowldeg khud he barh jati hai ramzaan mein to khas program chalte hai

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".