Kya??😲...Haw!!!😲...main aur jhoote waade??😲😲Itna bada iljaam😲😲
lagta hai tumhari behen prinzu ko bulana parega🤣🤣
hum aise hi baatein karte rehte hai..fokat main😆
yea ab waada kia hai to nabhaana parega chahe roke zamaana ya roke khudaii...😆😆😆
meri behen kon mein kum ke mele mein nahi bichra tha tumse........🤣🤣
nahi to kya pasie dekar baatien karni hai like making an call at PCO.......😆😆
931