Originally posted by: Melissa
"tumhe toh kabhi koi farak nahin padhta. main kuch bhi keh du, koi farak nahin padta. (long pause) Parteeksha. (long pause) jab bhi tum kehti ho na ke mujhe koi farak nahin padhta, (short pause) pata nahin kyun, lekin mujhe bohut farak padhta hai"
😍
His hurt look, frustrated expression.....awwwwwwwww......Shashank you deserve to take gazillion 'awwwwwwwws' from me. take it.....😳
"aaj pehli baar kisi ki kamiya sun kar apne kami ka ehsaas ho raha hai. uske paas kuch nahin hai, na maa-baap hain, na apna ghar, na dost-yaar...isiliye woh akeli hai, par mere paas...mere paas toh sab kuch hai, toh main apne aap ko akela kyun mehsus karta hoon. maine kabhi apne mom-dad ki baat nahin suni aur ek akeli rehne wali ladki, middle-class ladki, roi toh mujhe itna bura kyun laga ke maine apne aap ko sudhar ne ki koshish karne laga? kitna khush tha main, ab achanak aisa kyun lag raha hai ke meri khushi, meri hassi, mera gussa, meri zindagi, har choti choti baat uski baaton main aatki hui hai? woh kuch achcha bol deti hai toh mujhe achcha lagta hai, kuch bura bolti hai toh itna bura lagta hai.....woh mere bare mein sochti bhi nahin hai, iss baat pe main kyun sochta hoon? usse mujhse koi farak nahin padta, iss baat se mujhe itna kyun farak padhta hai? Prateeksha agar akeli hai toh uske akele pann mein main apne aap ko kyun akela pata hoon?"
😍❤️☺️
@bold.....what amazing dialogues. loved the change of expressions......*sigh* Shashank is so cute😳. And Vivan is such an amazing actor.
The PS scenes.....awww....I love these two. They act well, they have good chemistry, they even have nice dialogues. Shashank.....he just makes any and every scene of his so endearing with those awesome 'i care' looks and blunt honesty. Love loved loved both of the scenes of PS....and this scene of Shashank's was amazing!!!👏👏