sonia idea bahut acha hai, iss neha ko to na akal hi nahi hai, kuch sikh sonia se.... aise ideas dete hai... budhu itne dariyadil ban ne ki jarurat nahi hai, kpabhsh hai par jitna mera hak hai utna hi tumhara bhi hai, isliye hak se kaha kar ki tujhe part update karna hi hoga, jaise marji kar ye hum nahi jannte..... until and unless mai seriously kissi mai hun, nahi to tum mujhe jab marji daant sakte ho.. okkkk........
mai abhi tumhara comment padkar aati hun kshanika