In coll...
Rey:tani:aur kitne din mujhe zhooth bolna hoga...
Tani:paa naahi rey par apko yeh sab mere liye karna hoga...
Rey:kitne din tani mein bhi ek human hooon nahi keh pata main jhooth...
Tani:rey par agar tauji ko pata chala toh woh hamara reletion ship nahi accept karenge...
Rey:pehle batate haiin na baad mein dekhte hain...
Tani:agar apne aisa kiya toh aap mujhe hamesha ke liye kho denge rey...
Rey:mein aur nahi bardasht kar sakta iss jhooth ki wajah se mujhse mere dost door ho gaye hain woh samajhte hain ki mein unhe ignor karne laga hoon,iss jhoth ki wajah se meine dance karna chod diya...time nahi de paraha...yeh sab kya ho raha hai meri life mein...
Tani:par rey aappp appp yeh sab sharon ki wajah se keh rahe ho na...
Unhone hi apko yeh sab bataya hoga...
Rey:nahi tani kitna missunderstanding karogi aisa bilkul nahi hai tum jis sharon ko itna hate karne lagi ho na wohi tuhmara side leti hain...pura gang tihme hate karne laga hai tani aur woh woh tuhmari tarrif karti hain ussne tuhmari image kharab nahi hone di tum aise kaise tani...meri tani aisi bilkul nahi hai pata nahi tuhme hua kya hai...
Tani:accha hei aap meri yaha burayi karne aaye hain...
Rey:dekho tani agar tuhme samajh nahi aata let it be go mein aur nahi seh sakta main aaj sab jake batane wala hooon aage joh hoga dekha jayega...
Tani:nahi rey pls mere liye...hamare future ke liye...
Rey:future kaisa future tuhmare life mein koi motive nahi hai tum sirf rey ki wife bankar jina chahti hooo par mere lie mein ek goal hain joh mujhe hassil karna hai agar meine tuhmari baat suni toh mein bhi tuhmare jaise ban jauga pls tani mein aaj batane wala hooon...
Tani:mere life koi motive nahi hai yeh batana chahte ho kya par mujhe samaj aagaya sab tum kya kehne wale hon...
Rey:toh ruhme samajh aagaya fine toh ab toh abna real future kya hai yeh toh samjho apna career choos karo aur uske baad mujhse aake milna thik hain in agry tone...
Tani:thick hai rey jab tak mein apna future yani career decide nahi karongi tab tak tuhmse nahi milungi n se goes...
Rey:sorry tani mujhe yeh sab karna pada nahi toh tum apna carrier nahi choose karti
the end...
sorry for every thing...
Hey guys kaisa tha mujhe tani par bohot gussa aaratha toh maine apni frustation uspar nikal di soory agar apko pasand nahi aaya tho pls apne coom dena n have a goood morning...